Duain Chahiyah

Re: Duain Chahiyah

:wsalam:
dania inshallah ap ki mother bilkul theek ho jain gi. Allah pak un ko sehat ata farmain…ameen

Re: Duain Chahiyah

Allah SWT aapki Ammi Jaan ko sehat kamila wa aajla se nawazay and unaiN jald se jald sehat yaab karey. Dua'a hai aap ki ammi ko Allah lambi umar de aur ta dair unka saaya aap ke sar pe qaa'im rakhay Ameen Summa Ameen

Dua go hooN k sab test theek aayiN aur aap ke chehray pe hir se muskrahat aa jaye. Ameen, summa ameen

Please do keep us posted.

Re: Duain Chahiyah

:wsalam: may Allah ta’ala grant her good health soon and treat her of any disease(mental/physical, known/unknown). Ameen

Re: Duain Chahiyah

**Ameen to all duas.

Allah swt aap ki ammi ko lambi aur sehtmand zindagi ata farmaein. Aap ki ammi ka saaya aap par hamesha salamat rahe. Aur aap logon ka saath bht lamba aur khshiyon se bhara hua ho. Ameeeeeeeeeeen ! Sum'Ameeeeeen !
**

Re: Duain Chahiyah

:salam:

Ya Ghafoor Ya Rahim ka vird kari rahin :insh: sb acha hoga

AY Allah! apne bando pr rahm farma or har sehat-e-kamil ata farma :ameen:

Re: Duain Chahiyah

may ALLAH SWT give her shifa.

Allah tumharee ami ko jald sehatyaab karay.. Ameen.

Allah unko aur sab ki moms ko apni hifzo-amaan may rakhay aur sehat aur khushiyan day.. Ameen :)

InshaAllah she will be fine Dania.. dont worry too much.. Allah hai, He is the Best..! :)

Re: Duain Chahiyah

Aaj unka CT Scan hua hai.. Inshallah jald hi reports bhi aajiayaingee.. stilll dua kartay rahiyah kah sab kuch theek ho A’meen Sum A’meen

:hugz:

Re: Duain Chahiyah

Allah aapke ammi ko jald sehatyaab karey, Aameen :k:

hang in there sister, InshaAllah everything is going to be alright :k:

Re: Duain Chahiyah

Ammi ki sab reports clear aai hain.. :slight_smile: :slight_smile:

ALLAH Pa’ak ka bohat shukar hai
aur aap sab ka bhi jinho nay meri ammi kay liyah duaiN ki :hugz:

Re: Duain Chahiyah

Nice to know that.. Allah swt aap ki ammi ko hamesha sehatyaab rakhay.. aamen.

Re: Duain Chahiyah

A'meen Sum Ameen

Re: Duain Chahiyah

Ameen

app ki ammi jald se jald theek ho jaye

Re: Duain Chahiyah

Oye no prob :k:

:shoaby: