Bait Bazi Part - LXX

yuuN guzarta na teray sar se ye pani khaawar
tu ne uthtey he toofan ko jo rooka hota

"alif"

is mein shamel hai meray bakhat ke tarekee bhi tum siya rang jo pehno gee to yaad aoo ga! "Alif"

is dard Shab-e-Hijar ki lazat hia purani
daina hia tu phir dard naya keoN nahi daitey

"ye"

Yeh kab kaha tha nazaro'n say kohf ata hai mujhe to chand sitaron say kohf ata hai mein doshmanoo kay kese war say nahi darta mujhe to apnay he yaaro'n say kohf ata hai "yeh"

yeh nehi maloom kahan samena un say hoga
yeh to maloom hay hum ko woh kahien hotay hain

Yehi bohot hai ke tum dekhte ho sahil se Safeena doob raha hai, to koi baat nahi "Yeh"

Youn ghalat tu nahi chehroon ka ta'sur lekin
log waisay bhee nahi jaise nazr aatay hain...

"noon"

Na dill say aah na lab say sada nikaltee hai
Magar ya baat bari door jaa nakaltee hai
Main kiya karoon maray qatil na chahnay par behi
Taray liya maray dil say dua nikaltee hai

ye khuda ki dain ajeeb hai k issi ka naam naseeb hai
jissi tu ne chaha wo mil gaya, jisse mae ne chaha mila nahi.. :(

"yeh"

yeh nehi maloom kahan samena un say hoga
yeh to maloom hay hum ko woh kahien hotay hain

Na janay kub ye larki haar de sansooN ki bazi ko
isaay lahaQ tere gham hain kabhi milne chalay aaou..

"wow"

woh ik shakhs hum ko tooT kar chahanay waalaa
milta hai aaj hum ko ik Ajnabi kee tarah :-( (--Anwaar)

"HAY"

hawa-e-dusht mujhe ab tu Ajnabi na samajh
k ab tu bhool gay rastay bhee ghar k mujhe

"yeh"

YEH KEH KER TOUT PERHA SHAKH-E-GUL SAY AKHERI PHOOL
AB AUR DARE HAY KITNI BAHAR AANAY MAIN

Na khwaab hain hamare, na tabeerein hain
hum tu paani pe banai hoee tasveerein hain

"Noon"

na semjho tum isay shor-e-baharan
khizan paton main chup ker ro rehi hay

yaar simat saka na kaheen zindagi ka pehloo
kabhi bhi khatam gham-e-ishiqee nahi hoota
nikal hi ati hai koi na koi gunjaeish
kisi ka piyar kabhi akhri nahi hoota

Aaj phir dil ne kuch tamanna ki hai
Aaj phir dil ko hum ne samjhaya...

"alif"

Aaja ka taray keemtee waday pay mout koo
Tala hai aaj mainay baray ihtaram say

ye bhi acha hai nibhaaii ghair se uss ney wafa
bey-wafaaii per bhi mujh ko woh bewafa acha laga

'alif'