najany koN dua'ooN mein yaad rakhta hai.....!
maiN dobta hooN samandar ochaal deta hai
yehi bohat hai kay dil usko dhonD laya hai
kisi kay sath hi sahi woh nazar to aya hai
ye
hum ne jo haRaf likha dil k taa'aluq se likha
zaa'veay gham k badaltey rahaY izhaaR k sath
"tey"
yeh alag baat ke phir tujh sey judaa houtey hoo'weY
aisey pehlay be na thaa jaisaa k maayoos hooN maiN ab
"bey"
yaadoN ki goonj dast-e-muhabat meiN ab be hai
ye dil gaa'ye dinoN ki rafaqat meiN ab be hai
"hey"
ye kya kay har kisi say bayaaN dil ki haltain karni
"faraz" tujh ko na aski muhbataiN karni
ye :)
ye jo khwahishon ka parind hai issey mausamon se garaz nahi
ye urey ga apni he mauj meiN issey aa'b de keh saraab de
kabi yun bhi ho terey rubaru maiN nazar mila ke yeh keh sakoon
meri hasraton ko shumaar kar meri khwahishon ka hisaab de
"ye"
yuuN to kya cheez zindagi mein nahi
Jaise sochi thi apney ji mein nahi!
tu nahi tera gham hai chaaroN taraf
jis tarah chand chandni mein nahi!
"ye"
“yeh” ![]()
ya kab kaha tha nazaaro'N say khof aata hai
mughay to chand sitaaro'N say khof aata hai
main dusmano kay kissi war say nahi darta
mughy to khud apnay yaroo'N say khoof aata hai
'ye'
aankh maiN ansoo nahi they dil magar jalta raha
khushk they paani ki chashmay aur ghar jalta raha
yuuN he zara khaamosh rahnay lagay haiN hum
logooN ne kesay kesay fasaanay bana leay
"ye"
Taza dukh aur sard hawa hai, saal ke pehle barish bhi
hijr ka ab dastorr nahi hai saray loog batatay hain
zakhum chupahna acha nahi hai zakhumo'n ke arish bhi
"Yeh"
yuuN kis tarha katey gha kari dhoop ka safar
sar per khayal-e-yaar ki chaadar lay chalieN