Ya he nahi ka hamain toor kar giya hai koyee
Usay behi khud ko bohat dair joorna hoo ga
gaye dinon kaa suraaG lekar kidhar se aayaa kidhar gayaa vo
ajiib maanuus ajanabii thaa mujhe to hairaan kar gayaa vo...
[QUOTE]
*Originally posted by aysha: *
gaye dinon kaa suraaG lekar kidhar se aayaa kidhar gayaa vo
ajiib maanuus ajanabii thaa mujhe to hairaan kar gayaa vo...
[/QUOTE]
Weshat us shaam ki , aaj bhi sataati hai bauhat
Tujh sai bichardnay ki wo baat, aaj bhi rulati hai bauhat
vo Gazal vaalo.n kaa usluub samajhate ho.nge
chaa.Nd kahate hai.n kise Khuub samajhate ho.nge
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
vo Gazal vaalo.n kaa usluub samajhate ho.nge
chaa.Nd kahate hai.n kise Khuub samajhate ho.nge
[/QUOTE]
yuN dil ko gudgudaya k har gham jaga dya us ne
hansi hasni maiN hum ko rula dya us ne
Yaad teri saath lay kar choudhween ki raat me
Chand ke humraah shab bhar hum safar karte rahey
Yeh tu qismat mein kahan thaa ke karon kasb-e-kamaal
Be-kamaali mein bhi afsoos main kaamil na huwa...
Next: Alif
isi aasman ki chet talay
mera aashian bhi urhan bhi
teri cheshm-e-khoush ki penah main
meray khawab bhi mera maan bhi
yeh
ya he wafa ka sela hai tu koyee baat nahi
jo dard tum nay diya hai tu koyee baat nahi
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
ya he wafa ka sela hai tu koyee baat nahi
jo dard tum nay diya hai tu koyee baat nahi
[/QUOTE]
Na kaha jaye na Raha jaye,
Is ishq ko aur kitna saha jaye,
Haan keh nahi sakta tujhsai
aur 'Na' ab kaisay kaha jaye
ye bataa de mujhe zindagii
pyaar kii raah ke hamasafar
kis tarah ban gaye ajanabii
ye bataa de mujhe zindagii
phuul kyuu.N saare murjhaa gaye
kis liye bujh ga_ii chaa.Ndanii
ye bataa de mujhe zindagii
Wah DS… Thank you so much for sharing…:k:
Yehi dil thaa ke tarasta thaa maraasim ke leye
Ab yehi tark-e-ta’alluq ke bahaanay maangay
Next: Ye
yeh kub kaha tha k nizaron say khof aata hay
mujhay to chand sitaron say khof aata hay
main dushmenon k kisi war say nehi derta
mujhay to apnay hi yaron say khof aata hay
yeh
[QUOTE]
*Originally posted by smilly: *
yeh kub kaha tha k nizaron say khof aata hay
mujhay to chand sitaron say khof aata hay
main dushmenon k kisi war say nehi derta
mujhay to apnay hi yaron say khof aata hay
yeh
[/QUOTE]
Yun to aasan hai tujha apna bana laina
Lekin hum phir bhi Sholon ko hawa detay hain
sunaa hai Ishq Nibhanaa nahi sab kai bas main
Yehi soch kar hum issay Mushkil bana detay hain
nazar kartaa hoon dill mwin ywh teri
ab yeh mera nahee tumhaara hai
Ik kasak si hai dil me key maloom to ho
chorh kar woh mujh ko kis haal me rehta hoga!
atai jatai mausum isse nusbut rakhte hain
is ka hijir khizaon jaisa,is ka qarb baharoon jaisa
Un bad-nasiboN ko kya khabar ke wafa ke roz-e-jaza meiN kya hay
jo diloN say apney bhula chukay hoN muhabatoN kay nisaab saaray
Ye*
![]()
yad kisi ki chandani ban kar koThe koThe utari hai
yad kisi ki dhup hui hai zinaa zinaa utari hai
ye kisi ka asar e dua hii tha, jo tu mil gaya sar e raah mujhe
mujhe etna mila tere ishq meiN, kabhee haath phir uTha na saka
"alif"