awaz'e husn ka jadu, jaga diya us ne
jaise ke mere hosh ko, ura diya us ne
bhool chuki thee hur baat,yaad jo thee mujh ko
meri yaad ka diya phir se jala diya us ne
by umeed
ending with "yeh"
awaz'e husn ka jadu, jaga diya us ne
jaise ke mere hosh ko, ura diya us ne
bhool chuki thee hur baat,yaad jo thee mujh ko
meri yaad ka diya phir se jala diya us ne
by umeed
ending with "yeh"
.......
Ye jannat mubarak rahay ZaahidoN ko
ke maiN aap ka saamana chahataa huuN
koii dam ka mehmaaN huuN aey ahal-e-mahfil
chiraaG-e-Sehar huuN bujha chahataa huuN
Noon*
ik shair likh kei kidr gheib ho jate ho larki:confused: mei nei ap ko kia bola tha
jao mei nei bolte ab
nahen hai tum se koi dosti bhi ab to magar
qadam qadam pe ye keisa vabal aya hai
![]()
![]()
Muskaan lol@you
Achaa baba Sorry naa ![]()
Ye chaal merii samaa'at ki thi ya dhoka uski sadaa ka tha
wuh day rahaa thaa hukm magar lehja saara iltejaa ka tha
Alif*
"noon"
Naey mosamoN ko bulao mat ke mujhay khushbuoN ki talab nahi
meri raah rehnay do khaar khaar meray liye tou yehi bahaar hay
Ye*
:nono:
hans kiu rehe ![]()
ye arzoo thi tughe gul ke ru-ba-ru karate
ham aur bul-bul-e-betaab guftagu karate
![]()
"ye"
Ye sardioN ka udaas mosam ke dharkanaiN barf ho gaii haiN
jab unki yakh-bastagi parakhna tou tamazataiN bhi shumar karna
tum apni majburioN ke qissay zaruur likhna wazaahatoN say
jo meri AankhoN maiN jal bujhi haiN wuh khawahishaiN bhi shumaar karna
Alif*
"alif"
Issi meiN hay bhaLaaii sab ki sun luuN aur na kuch boluuN
ke aksar daalti hay mujhko mushkil meiN zubaaN meri
khamoshi meiN bhi ho jati hay sab haaLat ayaaN meri
maiN chup rehta huuN keh deti haiN AankhaiN daastaaN meri
Ye*
GOOD ONE
Yeh kis ne mujhe mast nazron se dekha
Lage khudh-ba-khudh hi qadam larkharaney
Ye chiraagh-e-jaaN bhii ajeeb hay ke jala huwa hay abhi talak
terii be-wafaai kii AandhiyaaN tou kabhi kii Aa ke guzar gaiiN
Noon*
na mei pas usko bula saka na mei dil ke bat suna saka
wo hanse hanse mei he chal dia kei mei hath taq na hila saka
:)
Noon ki bajaaey End pe Ye thaa :~D
Abhi hay zara wuh asar jisay merii zaat nay pooja kabhi magar
wuh januN tou kab ka khatam huwa wuh soorat tou dil say utar gai
Ye*
"ye"
Yeh saari umer kis aashuftagi mein rayegaan kar di
Ussi ko yaad rakha hai jissay dil se bhulaana thaa...
Next: Alif