Aab yaa ankh pur nam hai tu wajaha kiya doon
Tum nay choora hai mujahay aab kis ko sada doon
by Dilsay
Aab yaa ankh pur nam hai tu wajaha kiya doon
Tum nay choora hai mujahay aab kis ko sada doon
by Dilsay
naye kapa.De badal kar jaa_uu.N kahaa.N aur baal banaa_uu.N kis ke liye
vo shaKhs to shahar hii chho.D gayaa ab Khaak u.Daa_uu.N kis ke liye
yuu.N unakii bazm-e-Khaamoshiyo.n ne kaam kiyaa
sab ne merii muhabbat kaa ehataraam kiyaa
Ussi kay qurb say paii hay tashnagii main nay
Woh aik shakss kay darya dekhaii dayta hay
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Ussi kay qurb say paii hay tashnagii main nay
Woh aik shakss kay darya dekhaii dayta hay
[/QUOTE]
ye ajub kahail hai isha ka, mae ney aap daikha ye moajza
wo lufz jo meray gumaan main thay, teri zubaan per aa gaye...
ye jo diivaane se do chaar nazar aate hai.n
in me.n kuchh saahib-e-asraar nazar aate hai.n
**
Na aaya raas humein us se nafratein karna
Bichar ke phir us se milne ki khwahishein karna**
![]()
aik shaam k saye talay bethay rahya dair taak
ankhoon se ki bataiN magar mu se kaha kuch be nahi
Yadain, udaas aankhain aur aik dil bhuja bhuja
Jatay howay who kitnay inamaat de gaya......
Aa ja ka taray keemtee waday par mout ko
Tala hain aaj mainay baray ihtaram say
ye chiraagh-e-jaaN bhi ajeeb hay ke jala huwa hay abhi talak
teri bewafaai ki aandhiyaaN tou kabhi ki Aa ke guzar gaiiN
Noon*
"wao"
wuh butoN nay Daalay haiN waswase ke dilon se Khauf-e-Khuda geya
wuh parri haiN roz qayaamataiN ke Khayaal-e-roz-e-jazaa geyaa
jo Nafas tha Khaar-e-gul banaa jo uTha tou haath Qalam huwey
wuh nishaat-e-aah-sehar gaii wuh waqaar-e-dast-e-duaa geyaa
Alif*
**
"alif"
Ajab waa'iz kii deeN-daarii hay Ya-Rab
adaawat hay isay saaray jahaaN say
hum apnii dard-mandii ka fasaanaa
suna kartay haiN apnay RaazdaaN say
Ye*
"ye"
ye jannaT mubarak rahay zaahidoN ko
ke maiN aap ka samana chahta huuN
bharii bazM meiN raaZ ki baat kah dii
baraa be-adab huuN saza chahta huuN
Noon*
"ye"
Ye zara zara sii baat par tarhaN tarhaN kay azaab kyuN
jo kisi say bhi khafa na ho mujhay us Khuda ki talaash hay
mujhay dekh kar jo ik nazar meray saray dard samajh sakay
jo is qadar ho chaara-gar mujhay us nigaah ki talaash hay
Ye*
yadoon ka aik jhoonka aaya hum sey milnay barsoon baad
itna pehlay rooye nahi thay, jitna rooye barsoon baad....