Bait Bazi Part - LXVII

Ya arzoo behi bohat haim magar maray hamdam
Wasala e yar faqat arzoor ke baat nahi

yeh hum muhabbat mein lataaluq se horahe hain tu dekh lena
duaein tu khair koun dega salam mumkin nahe rahega
mein janti hon mujhe yaqen hai agar kabhi tu mujhe bhula de
tu teri ankhon mein roshni ka qayam mumkin nahe rahega

Us ko awaz deeti hai mary dil ke tanhayee
Jis kay hotay howay mella tha har soou.

by Dilsay

wabasta meri yaad se kuch talkhiyaan bi theein
acha kia jo mujh ko faramoosh ker diya

Apni pehchan kara kar tum nay
Dill ka rishta ghamoon say jor diya

by Dilsay

Udaas logon se pyar kerna koi to sekhey
safaid lamhon main rang bharna koi to sekhaey.

**
Yeh nahee gham ke qasam apni bhulaee tum ne
Gham tu yeh hai ke raqeeboon se nibhaee tum ne
Koi ranjish thee agar tum ko tu mujh se kehtay
Baat apas ki thee kyon sab ko bataee tum ne
**

Ya kiya ka tum ab kabhi maloo gay nahi
Hum abhi itnay ajnabee howay tu nahi

by Dilsay

Yeh daulat bhi lay lo yeh shohrat bhi lay lo
Bhalay cheen lo mujh say merey jawani
Magar mujh ko lauta do bachpan ka sawan
Wooh kaghaz ke kashti wooh barish ka pani

yaad ata hai sukoot-e-shab mein woh aksar mujhe
khainch laata hai mere ander se woh baahar mujhe
kuch khabar le aaoo us ki, february ki baarishoo
ab bahut soona lage us ke bina yeh ghar mujhe

:teary2:

yehi bohat hai kay dil us ko dhonD laya hai
kisi kay sath hi sahi woh nazar to aya hai

ye

ye din ye raat ye lamhe ache lagte hain
tumhein sochoo tu sare silsile ache lagte hain
bahut door tak chalna magar phir bhi wahee rehna
mujhe tum se tum hi tak daaere ache lagta hain

"noon"

na ghar baar na ko_ii Thikaanaa Khaanaabadosh hai.n
apanaa kaam hai chalate jaanaa Khaanaabadosh hai.n

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
na ghar baar na ko_ii Thikaanaa Khaanaabadosh hai.n
apanaa kaam hai chalate jaanaa Khaanaabadosh hai.n
[/QUOTE]

na farishta ho na farishtoon jaisa ho
mujh ko talaash hai jis ki wo meray jaisa ho
meray khaloos ko pehchaanta ho itna hi kaafi hai
wo koi bhi ho, kahin bhi ho aur kaisa ho..

Vo aa tu jaya magar intazar he kam hai
Vo bewafa tu nahi mara piyar he kam hai

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Vo aa tu jaya magar intazar he kam hai
Vo bewafa tu nahi mara piyar he kam hai
[/QUOTE]

Yeh hamaari badnaseebi jo nahee tu aur kya hai
Ke ussi ke hogaye hum jo na hosaka hamaara.. :(

aaGaaz to hotaa hai anjaam nahii.n hotaa
jab merii kahaanii me.n vo naam nahii.n hotaa

apnii auqaat see baRhna mujhe gum ker de gaa
mujh ko saaya bhii maire qad k braber dainaa!
ye sakhawat mere shgre mein likhii hai pehle
apne dushmen koo duaain teh-e-khanjar dainaa!
daikhnaa hain mere johar to mere adal-panah
hoslaa mujh ko, mere ghair ko lashkar dainaa!

Ab hum par nazaA ka alam hai tum apni mohabat wapis loo
Jab kashti doobnay lagtee hai tu boojah utara kartay hain

Na thaa kuchh to Khudaa thaa, kuchh na hotaa to Khudaa hotaa
Duboyaa mujh ko hone ne, na hotaa mai.n to kyaa hotaa.