kal mujhay yahaan tanha daikh kar - bohat udaas hoaay phoul baichnay walay
"yaay"
kal mujhay yahaan tanha daikh kar - bohat udaas hoaay phoul baichnay walay
"yaay"
kabhe walwaly thay shabab kay magar ase bad-e-khizaan chale
meray qahqahay kahin kho gayae mere neend janay kidhar gaye
Yeh Bhi Aadab Hamare Hain, Tumhain Kya Malum **
*Hum Tumhain Jeet Ke Harey Hain, Tumhain Kya Malum *
*Ek Tum Ho Ke Samajhte Nahi Hum Ko Apna *
**Ek Hum Hain Ke Tumhare Hain, Tumhain Kya Maalum
"Meem"
yeah main bhe kiya hun usay bhul ker use ke rahe
keh jis kay saath nan the hamsafar use ki rahe
[QUOTE]
*Originally posted by ameen: *
kabhe walwaly thay shabab kay magar ase bad-e-khizaan chale
meray qahqahay kahin kho gayae mere neend janay kidhar gaye
[/QUOTE]
Ameen please edit ur post..u are late :)
mujhay tujh say juda rukhta hay aur dukh tuk nahin hota
meray undur teray jaisa aakhir kaun rehta hay
Yeh aur baat ke gul ki tarhan mehaktay rahay
vagarna rakhtay the hum mizaaj kantoon ka
Apni yaadon ke silsilay roko!
Mairi neendain kharab hoti hain
"Noon"
Neend aajae tu kia mehfilain barpa dekhon
aankh khul jae tu tanhae ka sehra dekhon
*Na jaane kaun sa aasaib dil mein basta hai *
*Ke jo bhi thehra woh khaali makaan chor gaya *
"Alif"
nan janay ho giya hun is qadar hussas main kub say
kisi say baat kerta hun to ankhain bheeg jate hain
Ab FARAZ apnay maseeha say umeed na rakh
woh tang-dil hai aur teray zakham main hai gheraee bhut
ameen ! please edit yours...you are late
[QUOTE]
*Originally posted by Man de Mouj: *
Ab FARAZ apnay maseeha say umeed na rakh
woh tang-dil hai aur teray zakham main hai gheraee bhut
[/QUOTE]
Tujh se mansoob hue hain tu yeh hasrat hi rahe....
kabhi apne havalay se pukaray jaatay
"Ye"
well i m always late.
Yeh meri kitaab-e-hayaat hai’ isay dil ki aankh say parh zara
Mein waraq waraq teray saminay,teray robaro,teray paas hoon
[QUOTE]
*Originally posted by ameen: *
well i m always late.
[/QUOTE]
array its ok dear...aik larka post kerta hai phir aik larki...tum aaisa karo mairi jaga post kerdo :)
ameen "Noon" se post karo shair
never mind.ameen....you and me both are junior members.....we need some time to cope up with.....keep it up......
Nahee ek tere hi sar pe yeh tohmat
Bahut hain yahaan dil dukha dene wale
yada tare koloos ke dasti hein aj be
malnay ke arzo main tarapti hein aj be
ahnke hazar sabr v koshsh kay bawajod
ruk ruk kay bar bar barasti hein aj be