pichlee bait bazi dekh kar guman hota hai ke ab ke bar logo ka rohjaan kam hai
Yeh Ada'ay Khud-fareebi To Mizaj Hay Hamara
Na Qareeb Tha Kinara, Na Qareeb Hay Kinara
Na Khata Hay Dooston Ki, Na Qasoor Hay Tumhara
Mujhay Ra'hay-Dosti Main Meri Sadgi Ne Mara
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Ya aur baat hai ka insan ban kar aya hai
Magar vo shaksh zameen par Khuda ka siya hai
[/QUOTE]
Yeh kia hoa kay baat ka lehja badal gaya
aankhain badal gaaeen hain kay chehra badal gaya
ya khusk ho gaaee mohabbat ki aab joo
ya haatoon ke lakeeroun ka raasta badal gaya
nigah-o-dil ka qarar kaisa, nisht-o-ghum main kame kahan ki
woh jub milay hain to un say her bar ke hay ulfaat nayae siray say
buhat giran hay yeah aishay tumha kahin subak tur kaheen gawara
woh durd-e-pinhaan keh sare duniya rafeeq the jis kay wastay say