Bait Bazi Part - LXVII

Ab iss k baad koi rabta nahin rakhna
Yeh baat tay hoee laikin sawaal dard ka hai
Yeh dil, yeh ujri hoee chashm-e-nam, yeh tanhai
Hamaray pass tu jo bhee hai maal dard ka hai

Ye udaas udaas phirna ye kisi se bhi na milna
hai yun'hi nahi ye sab kuch, koi sanha tu ho gaa

no more shers with 'YE' please...i cant remember any more :(

Apne hi shab-o-roz mein abaad raha kar
Hum buray loug hain hum se na mila kar

raat aa_ii hai balaao.n se rihaa_ii degii
ab na diivaar na zanjiir dikhaa_ii degii

Ruthnay walay tujhay itna bhi ehsaas nahi
uss pe kiya beetay gi ghum bhi jisay raas nahi

Next Word: 'NooN'

(THIS WAS THE REPLY TO ARIF NAWAZ'S SHER)

Am i suppose to reply.....

Na dil say aahh na lub say sada nakaltee hia
Magar ya baat bari door jaa nakaltee hai
Main kiya karoon maray qatil
Taray liya dilsay dua nikaltee hai
Wo zindagi hoo ka duniya kiya kejai
Ka jis say Ishq karo bewafa nakaltee hai

Yeh uskaa Tarz-e-takHaatub bhi kHoob hai "Mohsin"
Rukaa rukaa saa Tabbasum kHafaa kHafaa se AaankheiN

(Mohsin Bhopaali)

Nahee ya hoo nahi sakta tari yaad na aya
Bana taray kahin behi mara dill chain na paya
Tujahay bhoolnay say pehlay
Mari jan chali jaya

ab kise chaahe.n kise Dhuu.NDhaa kare.n
vo bhii aaKhir mil gayaa ab kyaa kare.n

Na tou raastay hi khul sakay na manzilaiN hi miL sakeeN
ik be-nishaaN sii Umiid par koii kab tak aakhir jiaa karay

Ye*

yeh dil ke zakhm nahi ye jigar ke daagh nahi
rahe hayaat mein shamayein jala raha hai koi

Ya hum he hain ka tara dard choopa ka dil main
Kam duniya kay badastoor kiy e jatay hain...

Koyee nahi bolnay wala kiya....

naheen ha na umeed iqbal apni kasht i veraan say
zara num ho to yeh mati bari zerkheez ha saqi

:)

Ye Rasm-e-shehr-e-na-pursan, hamaare dam se qaaim hai
keh her ik ajnabii ko muskuuraa ker Aashiinaa kehnaa

is se kab hum ne mulaqat ka wadaa chaha
dor dor reh kar to ise aur ziada chaha
yaad aya hai kuch aur bhi sedad se
bohl jane ka use jub bhi irada chaha

“alif”
why everyone is not posting:confused:
comeon guys:flower1::slight_smile:

Aa jaa ka taray keemeeti waday par mout koo
Tala hai ajj mainay baray ihtaram say

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Aa jaa ka taray keemeeti waday par mout koo
Tala hai ajj mainay baray ihtaram say
[/QUOTE]

Yeh fasla jo parra hay meray guman main na tha
Keh aab ki baar zamana bhi darmyan main na tha,

Ek naqsh hai waham ki tarah ka
ek shakl hai ait'baar jesi
ek hijr ka raug umar bhar ka
ek umar ke hai udhaar jesi!!

Ya kis maqam par soonptay hoo tanhniyan hamain
Ka aab tu tark e tamana ka hosla bahi nahi...