Na mila kar udaas logoN sey
husn tera bikhar na jaey khaeeN
aarzu hey ke tu yahaaN aaey
aur phir umr-bhar na jaey kaheeN
"noon"
"noon"
na-janay kon saa Aasaib diL meiN bastaa hay
keh jo bhi thehra, wuh akhir makaan chohrr geya
Next: alif*
"noon"
Na-jane kya soch kar chohr geya yadoN ke andehrey meiN
Main ney tou baar baar kaha tha mujhey andehroN sey dar Lagta hay
Next: ye*
off for a while...see you later.
"wao"
wuh kar rahay thay Apni wafaaoN ka tazkara
Dekha Mujhay tou baat ka pehloo badal gaey
Next: ye*
"ye"
ye KoN phiR se unhi raastooN meiN chooR gaya
abhi abhi to maiN aazaab-e-safaR sey nikla tha
"alif"
"ye"
Un say jo kehnay gaey thay ~FAIZ~ jaaN sadQa kiyay
Un-kahi hii reh gaii wuh baat sub batoN kay baad
Next: DaaL*
Ouch ! ye say
Yeh Rat'jagoN ka kisi tor silsila na rahey
Milo tou yuuN keh Bicharne ka shaiba na rahey
Next ye*
"ye"
Ye Umr-e-gurezaaN kahiin thahrey tou ye januN
har saans meiN mujh ko ye Lagta hay ke tum ho
Next: wao*
"noon"
nikalna khald say aadam ka suntay aeye haiN Lekin
buhat be-aabru ho kar teray koochay say hum niklay
Next: ye*
"ye"
Ya khuda log banaaye thay agar pathar kay
Meray ahsaas ko sheesha na banaya hota
Next alif*
"alif"
Iss kasraT-e-Ghum par bhi mujhay hasrat-e-Ghum hay
jo bhar kay chhalak jaey wuh paimana nahiN huuN
Next noon*
"alif"