ye husn-e-raaz muhabat chuhpaa rahaa hay koii
hay ashk AaNkhoN mein aur muskuraa rahaa hay koi
Next: ye*
ye husn-e-raaz muhabat chuhpaa rahaa hay koii
hay ashk AaNkhoN mein aur muskuraa rahaa hay koi
Next: ye*
"noon"
Na ho taghyaan-e-Mushtaqi tou meiN rehta nahin Baqi
Ke merii Zindagi kya hai? Yehi Taghyaan-e-Mushtaqi
Next:ye*
"ye"
yeh Zindagi kay Niraalay Mosam humain tou ab tak samajh na aae
jo yaad-gaar-e-Hayaat thahrey they ab tak wuhi wabaaL Lamhay
Next: ye*
"noon"
Nazar karta raha meiN phooL say jazbaat ussay
Jis nay pathar kay khilounoN say mujhay behlaya
Next: alif*
"alif"
Aas bhii miTtii nahiN hay
pyaar bhii martaa nahiN hay
ab merey iss Dasht-e-diL meiN
GuL koii khiltaa nahiiN hay
Next: ye*
"noon"
NaamoN ka eik hajoom sahii merey aas paas
DiL sun kar eik Naam dharakta zaroor hay...!
Next: ye*
ok am gtg Thanks for your time:)
:)
"ye"
Yeh dard kam to nahi hei kei Humei Toou na mila
Yeh ourr baat kei Ham bhie na ho sakei Terei
yeh LoG ajnabi haiN tou pather kahan say aaey
iss bheeRh meiN bhii koii humara zaroor hay
Next:ye*
"alif"
Eik din kah Lijiyey jo kuch hay diL meiN aap kay
Eik din sun Lijiyey jo kuch humaray diL meiN hay
Next: ye*
Salam & welcome :)
"alif"
wa Alaikum Assalaam and Shukriya Amal Ji:)
Aey tou yuuN ke jaesay hamesha thay maharbaN
bhuulay tou yuuN ke goya kabhii aashna na thay
Next: ye*
"alif"
UnhaiN yeh Zid ke Mohabbat ki bheek maiN maanguN
Mujhey yeh zid ke TaQaaza Meraa usooL nahiN
Next: Noon*