Bait Bazi Part---LXI

~roshni hai in ka imaaN rok mat in ko Qateel
dil jalate haiN yeh apna tera kya lete haiN log~

~yeh noor ke sholay uthtay hain, mera hee dil garmanay ko
jo bijli ufak main chamki hai, chamki hai mere taRpanay ko~

Apnay akailay pan ka main kis say gila karoon
Jis ko bhi murh kay daikha woh tanhayOon maiN hay~

gham bi tera karam ha , per itna gham na de
palkoon se bar i ashq uthana mahaal ho
aafat ki taank jhank, qayamat si shokhiyaan
phir chahte howay hum se koi badgumman na ho

in my dreams i was drowning my sorrows , but my sorrows learned to swim

~Woh rukay to chand, chalay to hawa'oon jaisa hai
Ik shakhs dhoop main daikho to cha'oon jaisa hai~

~yeh noor ke sholay uthtay hain, mera hee dil garmanay ko
jo bijli ufak main chamki hai, chamki hai mere taRpanay ko~

Apnay akailay pan ka main kis say gila karoon
Jis ko bhi murh kay daikha woh tanhayOon maiN hay~

yay hijr hawa bhi dushman hai is nam ke saray rangon ki
woh nam jo meray honton pe khusbu ki tarah abad howa

Noshi Gilani

next: "Alif"

is tarah zindagi ne dia ha humara sath
jasay koi nibah raha ho reqeeb se

sahir ludhianwi

in my dreams i was drowning my sorrows , but my sorrows learned to swim

ek shaam ki dehleez par baithay rahay woh dair tak
ankhon say ki baatain bohat, munh say kaha kuch bhi nahi

~yeh noor ke sholay uthtay hain, mera hee dil garmanay ko
jo bijli ufak main chamki hai, chamki hai mere taRpanay ko~

Apnay akailay pan ka main kis say gila karoon
Jis ko bhi murh kay daikha woh tanhayOon maiN hay~

yoonhi besabab na phira karo , koi sham gher mein raha karo
woh ghazal ki sachi kitab ha , usay chupke chupke perha karo

in my dreams i was drowning my sorrows , but my sorrows learned to swim

~~~TERI SANSON KI THAKAN TERI NIGAHON KA SAKOOT
~~~DAR HAQEEQAT KOI RANGEEN SHARARAT HE NA HO
~~~JISAY SAMAJH BAITHA HOON MEIN PIYAR KA ANDAZ
~~~WOH TABASSUM WOH TAKALLUM TERI ADAT HE NA HO

I'm Gonna Be The Champ
The Way I Wanna Be

Rude Boyz Rulez

wahm o gumman se door door , yaqeen ki had ke pass pass
dil ko bharam yeh ho gaya , ke un ko hum se pyar ha

in my dreams i was drowning my sorrows , but my sorrows learned to swim

Aaj kisi nay baaton baaton main, jab un kaa naam liyaa
Dil nay jaisay thokar khaai, dard nay barrhkar thaam liyaa

~Mere hathoon ki lakeeroon ke izaafe hain gawah
main nae pathar ki tarha khud ko tarasha hai bohat~

OoOoOoO

**smile**

apne merkaz ki taraf mayal i pervaz tha husn
bhoolta hi naheen aalam teri angrai ka

in my dreams i was drowning my sorrows , but my sorrows learned to swim

Mujhe Kohi sher abhi yaad hi nahin a raha

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary.gif

Aayi bahaar, shorish-e-tiflaaN ko kiya huwa?
Ahl-e-junooN kidher gaye? yaraaN ko kiya huwa?

Aye dil yeh teri wekhshat keya aur dekhaye gi
kab tak inheen galyooN mein besamt pheraye gi

~Mere hathoon ki lakeeroon ke izaafe hain gawah
main nae pathar ki tarha khud ko tarasha hai bohat~

OoOoOoO

**smile**

[This message has been edited by ~TaNhAyAaN~ (edited June 18, 2002).]

**Yaad aai jab unki GhaTaa ki tarah,Zikr chalaa Namm Hawa ki tarah
BijliaaN Dil pe karhkiN balaa ki tarah, Rut bani kHoob Aah-o-FugHaaN ke liye

(YEH)**

tum ko ahsaas-e- nadamat ho to itna karna
phir kisi shaks ko na iss tarha rusva karna

abhi talak tu na kundan howay na rakh howay
ham apni aag main har roze jal ke dekhtay hain
boht dino se nahin hai us ki kuch khair khabar
chalo Faraz ko, ay yar chal ke dekhtay hain

Ahmad Faraz

next: "NooN"

[quote]
Originally posted by Gemini the Great:
**abhi talak tu na kundan howay na rakh howay
ham apni aag main har roze jal ke dekhtay hain
boht dino se nahin hai us ki kuch khair khabar
chalo Faraz ko, ay yar chal ke dekhtay hain

Ahmad Faraz

next: "NooN"**
[/quote]

*Neend bhari AankhoN se chooma Diye ne Sooraj ko aur phir
jaisse Shaam ko ab nahiN jalnaa, khainch li is Andaaz mein chupp *

( Pay)

*Ab kahin boltaa nahiN gHaib jo kholtaa nahiN
Aisaa agar kHudaa tumne banaa lyiaa to keya
Jo hai kHuda kaa aadmi uski hai Saltanat alag
Zulm ne Zulm se agar Haath milaa liyaa zo keyaa
*

[This message has been edited by Tassneef (edited June 28, 2002).]

pata pata bota bota hal hamara janay hai
janay na janay gul hi na janay bagh tu sara jana hai

Meer Taqi Meer

next: "YaY"

[quote]
Originally posted by Gemini the Great:
**pata pata bota bota hal hamara janay hai
janay na janay gul hi na janay bagh tu sara jana hai

Meer Taqi Meer

next: "YaY"**
[/quote]

**
Yeh Adaa Ishq-o-Wafaa ki ham meiN
Ik Maseehaa ki Duaa se aai
Aai Jo Leher Dil meiN naii "Aleem"
usski BakHshish se Ataa se aai**

Obaid-Ullah-Aleem

(Yeh)