Bait Bazi Part---LXI

yay dukh nahin ke andheron se sulha ki ham nay
malal tu yay hai ke ab subha ki talab bhi nahin

next: "NooN"

[quote]
Originally posted by Gemini the Great:
**yay dukh nahin ke andheron se sulha ki ham nay
malal tu yay hai ke ab subha ki talab bhi nahin

next: "NooN"**
[/quote]

*Na kartaa zabt maiN Naalaa to phir aisaa dhuaaN uThtaa
ki neeche AasmaaN ke aur nayaa ik AasmaaN hotaa *

(Zauq)

(Alif)


*Ab kahin boltaa nahiN gHaib jo kholtaa nahiN
Aisaa agar kHudaa tumne banaa lyiaa to keya
Jo hai kHuda kaa aadmi uski hai Saltanat alag
Zulm ne Zulm se agar Haath milaa liyaa zo keyaa
*

Apnee mitti pay chalney ka saleeqa seekhoo
Sang-e-marmar pay chalo gay to phesal jao gay

"ye"


ALLAH Hafiz-o-Nigheban

**
Yeh Haqeeqat hai keh hotaa hai asar BaatoN meiN
Tum bhi khul jaaoge do-chaar mulaaqaatoN meiN **

(N00N)


*Ab kahin boltaa nahiN gHaib jo kholtaa nahiN
Aisaa agar kHudaa tumne banaa lyiaa to keya
Jo hai kHuda kaa aadmi uski hai Saltanat alag
Zulm ne Zulm se agar Haath milaa liyaa zo keyaa
*

na tha kuch tu Khuda tha kuch na hota tu Khuda hota
daboya mujh ko honay ney na hota main tu kiya hota

Mirza Ghalib

next: "Alif"

[quote]
Originally posted by Gemini the Great:
**na tha kuch tu Khuda tha kuch na hota tu Khuda hota
daboya mujh ko honay ney na hota main tu kiya hota

Mirza Ghalib

next: "Alif"**
[/quote]

Aao keh in meiN phir koi Chehraa utaar leiN
TarseiNgey ab yeh Aaaina-kHaane kahaaN-talak

Obaid-ullah Aleem

(Kaaf)


*Ham Ehl-e-Qafas tanhaa bhi nahiN har roz Naseem-e-Subah-e-Watan
YaadoN se Mo`attar aati hai AshkoN se Munawwar jaati hai *

kabhi aye haqiqat-e munrazir nazr aa libas-e mijaz main
ke hazaron sajday tarap rahay hain teri jabeen-e niyaz main

Allama Iqbal

next: "NooN"

[quote]
Originally posted by Gemini the Great:
**kabhi aye haqiqat-e munrazir nazr aa libas-e mijaz main
ke hazaron sajday tarap rahay hain teri jabeen-e niyaz main

Allama Iqbal

next: "NooN"**
[/quote]

*Na tan meiN kHoon faraaham na Ashk AaNkhoN meiN
Namaaz-e-Shauq to Waajib hai be-wazoo hi sahi *

Faiz Ahmad Faiz
[yey]


*Ham Ehl-e-Qafas tanhaa bhi nahiN har roz Naseem-e-Subah-e-Watan
YaadoN se Mo`attar aati hai AshkoN se Munawwar jaati hai *

yehi nahi ke mujhe jeenay ki khuwahish hae
mein tere wastay khud ko bhi haar sakta hun
mujhey yaqeen to nahi magar yehi sach hae
mein tere wastay umrain guzar sakta hun
(poet not known) (NOON)

[quote]
Originally posted by KhUbY PaKi:
yehi nahi ke mujhe jeenay ki khuwahish hae
mein tere wastay khud ko bhi haar sakta hun
mujhey yaqeen to nahi magar yehi sach hae
mein tere wastay umrain guzar sakta hun
(poet not known) (NOON)

[/quote]

Naagah teri Yaad ne youN Dil ko bhar diyaa
Goiyaa simaT gaiyaa usi Koozaa meiN Noor-e-Shab

[Kalaam-e-Tahir]

( Bey)


*Ham Ehl-e-Qafas tanhaa bhi nahiN har roz Naseem-e-Subah-e-Watan
YaadoN se Mo`attar aati hai AshkoN se Munawwar jaati hai *

Bethey Bethey janey kahan paey gum hojata houn
Ab Aksar main, main nahi rahta tum hojata houn
Noon


ALLAH Hafiz-o-Nigheban

[quote]
Originally posted by Pehalwan:
Bethey Bethey janey kahan paey gum hojata houn
Ab Aksar main, main nahi rahta tum hojata houn
***Noon
*

**
[/quote]

*Neech hai tujh se mun'qaté har Zaat
Jiss ka tu ho usi ki Zaat bane *

(kalaam-e-Tahir)

(Yey)


*Ham Ehl-e-Qafas tanhaa bhi nahiN har roz Naseem-e-Subah-e-Watan
YaadoN se Mo`attar aati hai AshkoN se Munawwar jaati hai *

ye doolat aani jaani hai
ye duniya raam kahani hai

shair not known
and i guess {yey}

Shaiyar ka naame laazmi nahi hai Beauty Sahibaa

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

aur YEY theek hai!!!

Yeh ZameeN gHair ko Aabaad nahiN karti hai
Jab bhi is Dil meiN koi aaiyaa to Mehboob aaiyaa

Obaid-Ullah Aleem

(Alif)


**Ham Ehl-e-Qafas tanhaa bhi nahiN har roz Naseem-e-Subah-e-Watan
YaadoN se Mo`attar aati hai AshkoN se Munawwar jaati hai **

abhi lete raho aaram se main phir aaon gii
sula doon gi jahan ko khawab se tumko jagaon gii

ALLAMAIQBAL

{yey} again!

yeh Qaum Ajeeb hogai hai
iss Qaum ko kHu-e-aNbiyaa de

(Obaid Ullah Alem)

(yey)


*Ham Ehl-e-Qafas tanhaa bhi nahiN har roz Naseem-e-Subah-e-Watan
YaadoN se Mo`attar aati hai AshkoN se Munawwar jaati hai *

[This message has been edited by Tassneef (edited June 30, 2002).]

yeh taza phool kitab mein kis ka hae
sukhey phool to hamarey they
gairon se khuby kia gila karen ham
zakham dene waley dost hamarey they
(yey)

yeh sajjaa sajjaya ghar saathi meri Zaat nahiN meraa Haal nahiN
Áýe-kaash kabhi tum jaan sako jo iss sukh ne azaar diyaa


*Ham Ehl-e-Qafas tanhaa bhi nahiN har roz Naseem-e-Subah-e-Watan
YaadoN se Mo`attar aati hai AshkoN se Munawwar jaati hai *

iss sey barh kar aor kia ham par sitam ho gaa
mashwara manga tha uss ney fesla karney ke baad
(DAAL) khaney wali nahi!!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

[This message has been edited by KhUbY PaKi (edited June 30, 2002).]

daire nahin, haram nahin, dar nahin, astaaN nahin
batehay hain rahguzar per ham, ghair hamay uthaye kiun

Mirza Ghalib

next: "NooN"