aaj to besabad udaas ha jee
ishq hota to koi baat bhi thi
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
in my dreams i was drowning my sorrows , but my sorrows learned to swim

Nice one Haya
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
YA charagh sar-e-dewar ko tanha pa kar
Jis tarhan tund huwa toot kar yalghar karay
Meray dushman meray qatil na hamisha ke tarhan
Phir sa chaHa keh shakista mera pandHaR karay
ya
yarab zamana mujh ko mitata ha kis liye
looh i jahan pe herf i muqarar nahin hon main
(Ghalib )
in my dreams i was drowning my sorrows , but my sorrows learned to swim
Na hoa par na hoa Meer sa andaz naseeb
Zooq yaoon nay bohat zoor ghazal main mara
*** alif ***
ALLAH Hafiz-o-Nigheban
[This message has been edited by Pehalwan (edited May 29, 2002).]
ab yeh hogaa shayad apni aag may khud jal jaaien gay..
tum se duur bahut rah kar bhi kyaa paayaa kyaa paaien gay
dukh bhi sachay sukh bhi sachay phir bhi teri chahat may..
ham nay kitaney dhoke khaaye kitaney dhoke khaaien gay
yeh mojaza bhi muhabbat kabi dikhaye mujhe
ke sang tujh pe gire aur zakham aye mujhe
in my dreams i was drowning my sorrows , but my sorrows learned to swim
Yeh kehna thaa un say mohabbat hai mujh ko,
Yeh kehnay meN mujh ko zamaanay lagay haiN!
Khumaar Barahbankwi
na itna toot ker miliye ke dil pe shaq guzre
khaloos mein bhi zaroori ha fasla rakhna
in my dreams i was drowning my sorrows , but my sorrows learned to swim
Ashaa'r mere youn to zamaane ke liye haiN
Kuch sher fakt unko sunaa'ne ke liye haiN
Ye ilam ka soda, ye risale, ye kitaa'ben
Ik shakhs ki yaa'don ko bhulane ke liye haiN.
~Nasub karein mehraab-e tammana, deeda-e dil ko farsh karein
Suntay hein wo koo'ay wafa mein aaj karein gay nazool miaN~
~yeh noor ke sholay uthtay hain, mera hee dil garmanay ko
jo bijli ufak main chamki hai, chamki hai mere taRpanay ko~
Apnay akailay pan ka main kis say gila karoon
Jis ko bhi murh kay daikha woh tanhayOon maiN hay~
anyone alive?
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif
~yeh noor ke sholay uthtay hain, mera hee dil garmanay ko
jo bijli ufak main chamki hai, chamki hai mere taRpanay ko~
Apnay akailay pan ka main kis say gila karoon
Jis ko bhi murh kay daikha woh tanhayOon maiN hay~
naz ha taqat i guftaar pe insanoon ko
baat kerne ka saleeqa naheen nadanoon ko
in my dreams i was drowning my sorrows , but my sorrows learned to swim
what is ‘o’ in urdu?
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/confused.gif
~yeh noor ke sholay uthtay hain, mera hee dil garmanay ko
jo bijli ufak main chamki hai, chamki hai mere taRpanay ko~
Apnay akailay pan ka main kis say gila karoon
Jis ko bhi murh kay daikha woh tanhayOon maiN hay~
"wao"
laam meem noon ke bad jo ata ha "wao"
in my dreams i was drowning my sorrows , but my sorrows learned to swim
woh jaray ka mausam hi acha tha yarub
bahar aa ke mujh ko satati bahut ha
in my dreams i was drowning my sorrows , but my sorrows learned to swim
mujhey nahi pata ke yeh hua hai ke nahi..
abke hum bichrdey to shayad kabhi khabon mein milen.. jisterha sookhey huey phool kitabon mein milen
ITNI MAZBUTI SAY IS VIRANAY KAY DER BAND KIYEY
DIL MAIN UTERI NA KOI ZAAT TERI ZAAT KAY BAAD
I'm Gonna Be The Champ
The Way I Wanna Be
Rude Boyz Rulez
~Dard Ruswa Na Tha Zamanay MeiN
Dil KI TanhaiyooN mein Basta Tha~
~yeh noor ke sholay uthtay hain, mera hee dil garmanay ko
jo bijli ufak main chamki hai, chamki hai mere taRpanay ko~
Apnay akailay pan ka main kis say gila karoon
Jis ko bhi murh kay daikha woh tanhayOon maiN hay~
aay khal i rukh i yaar tujhe theek banata
ja choor dia hafiz i quran samajh ker
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif