na shikayatan na sawal hai, koi asra na malal hai
teri berukhi bhi kamal thy, mera zabt bhi kamal hai
Naseem Syed
next: "yay"
na shikayatan na sawal hai, koi asra na malal hai
teri berukhi bhi kamal thy, mera zabt bhi kamal hai
Naseem Syed
next: "yay"
Yaad kiya aayi keh roshan ho gaye aansoo kay ghar
JungaloN meiN shaam utri jal uthay jugnoo kay ghar.
rahay ga yaad yay dor-e hayat bhi ham ko
ke zindagi hi main tarsay hain zindagi ke liyay
next: "yay"
~ yaadae maazi jab bhi aye dair tak
phool aur khushbo galae miltae rahae
akhri dhaileez tanhai ki thi
sar jhuka ker ham jahan rotae rahae ~
~~Khud ko yun mahsur kar baithi hun apni zaat mein
manzilain charon taraf haiN rasta koee nahin~~
magar yae to koi n a janay meri manzil hain kahaaaaan!!;~)
yay aur bat ke manbar pe aa ke kuch na kahain
khamosh log bala ke khateeb hotay hain
next: "noon"
Nazar karta raha meiN phool say jazbaat usay
Jis nay pathar kay khilaunoN say mujhay behlaya
'alif'
agaahye khob hai is dor ke insanon ki
rah milti hai harm ki na sanam khano ki
next: "yay"
yunhi bhoolay bhatkay jo aa gaiey haiN idher tu itni hawa na day
k ghubaar-e-kooey malamtaN koi waqee'aa tu chupa rahay
~Advice is like caster oil, easy to give hard to swallow!~
Youn hee be sabab na phira karo koi shaam ghar bhee raha karo
woh ghazal kee sachee kitaab hay ussay chupkay chupkay parha karo
wo jis k naqsh-e-qadam se chiraag jaltey thay
jalay chiraag tu khud bun gaya dhuwaaN wo shaks
~Advice is like caster oil, easy to give hard to swallow!~
sara sheher us ke janazay mein tha shareeq
tanhaiyoon ke khauff se jo shaksh mer gaya
in my dreams i was drowning my sorrows , but my sorrows learned to swim
~Aa'inaay ki AaNkh hi kuch kam na thi maeray liyay
jaanay ab kyaa kyaa dikhaa'ay gaa tumhaaraa daekhnaa ~
~~Khud ko yun mahsur kar baithi hun apni zaat mein
manzilain charon taraf haiN rasta koee nahin~~
magar yae to koi n a janay meri manzil hain kahaaaaan!!;~)
aye kuch abar kuch sharab aye
us ke baad aye jo azaab aye
in my dreams i was drowning my sorrows , but my sorrows learned to swim
"ye"
yaaD aate hai'N dil_rubaa manziR
hont jab baansuRi se milte hai'N
~Na sahin mat mil mulakat ,
yadon ke jahan ,
hum se bas ase hi rishte banaye rakhna!~
~~Khud ko yun mahsur kar baithi hun apni zaat mein
manzilain charon taraf haiN rasta koee nahin~~
magar yae to koi n a janay meri manzil hain kahaaaaan!!;~)
aarzoo ha kay to yahan aye
aur umer bher na jayee kaheen
aao kuch deer ro hi leein NASIR
phir yeh dariya uter na jaye kaheen
(nasir kazmi)
in my dreams i was drowning my sorrows , but my sorrows learned to swim
~Na tum aa sako gay na phir baat hogi,
Yeh kaisi dukh bhari chaandni raat hogi,
Ghari do ghari beth kar muskura do zara,
Khuda jaaney phir chahney walo ki kab mulaqaat hogi~
~~Khud ko yun mahsur kar baithi hun apni zaat mein
manzilain charon taraf haiN rasta koee nahin~~
[This message has been edited by ~TaNhAyAaN~ (edited May 05, 2002).]
awal awal kee mohabat kay nashay yaad to karr
bay peeiay bhee tayra thaa gulistaaan jaanaan
" ahmed faraz "
next " noon "
mairay dill mairay mussafir
Akif bhai.. welcome back
yeah I missed GtG bitiya
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
and u was suppose to start with “yay”
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif
na tu gham ki dhoop jala saki,na mosmon ka asr howa
woh meri wafa ka hi phool tha jo abhi tak hai khila howa
meri bat aur hai choriyay, main aseer jazba-e ishq hoon
zara apnay dill ko bhi dikhyay, yay bataiya isay kiya howa
next: Alif
Abhi To Dafan Hain Jazboon Ki Aandhiyan Hamare Seenon Main
Hamara Sabr Totey Ga To Phir Qayamatien Hongii
Irfan Ismail