Bait Bazi Part---LXI

~ye khazan ki zard se shaam mein jo uddas pairh ke paas hai
ye tumhare ghar ki bahaar hai, issay aansoo'on se hara karo~


~~Khud ko yun mahsur kar baithi hun apni zaat mein
manzilain charon taraf haiN rasta koee nahin~
~

Karoo Na Gum K Zarorat Pari To Hum Dain Gey
Laho Ka Tail Charaghoon Main Dalne K Liye.


Irfan Ismail

~Yeh khuwaab hei, khushboo hei keh jhoonka hei keh pal hei
Yeh dhund hei, baadal hei keh saaya hei keh tum ho~


~~Khud ko yun mahsur kar baithi hun apni zaat mein
manzilain charon taraf haiN rasta koee nahin~
~

*yehi bohat hai dil usko dhond laya hai
kisi ke sath sahi woh nazar to aya hai


MÙhb@t kÀ ÃnÒkhå SîÌSîÎã Hãï
KÆhî ý@$®Úb Káhï kîBàÎå H@ï

~Ya khuda loag banaaye thay agar pathar kay
Meray ehsaas ko sheesha na banaya hota~


~~Khud ko yun mahsur kar baithi hun apni zaat mein
manzilain charon taraf haiN rasta koee nahin~
~

Tarey Chand Sey Rukh ki Qasam Main He Hun ~Qamar~
Jigar ka Dag Dekha Dun gar Aitebar Na Ho ?


Irfan Ismail

i am not sure kae kis letter sae shuro karon..hmm…i think its ‘yae’ correct me if i am wrong!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

~Yehi andaaz-e-diyaanat raha to kal ka taajir
barf key baat liyae dhoop meiN betha ho gaa~


~~Khud ko yun mahsur kar baithi hun apni zaat mein
manzilain charon taraf haiN rasta koee nahin~
~

Gaahe Gaahe ise paDha kije
dil se behtar koi kitaab nahi

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


Irfan Ismail

nice one rahgeer! :)

~Ye haadsa to dekh key kya ho gayi hooN meiN
tujh ko hii manaa key tujh sey khafa ho gayi hooN meiN~


~~Khud ko yun mahsur kar baithi hun apni zaat mein
manzilain charon taraf haiN rasta koee nahin~
~

na raha junoon i rukh i wafa yeh rasan yeh daar karo ge kia
jinhein jurm i ishq pay naaz tha,woh gunehgaar chalay gaye

(faiz)


in my dreams i was drowning my sorrows , but my sorrows learned to swim

~yaa rab! Gam-e-hijraa.N mein itanaa to kiyaa hotaa
jo haath jigar pe hai vo dast-e-duaa hotaa~


~~Khud ko yun mahsur kar baithi hun apni zaat mein
manzilain charon taraf haiN rasta koee nahin~
~

Aik purani rasam hai baqi aaj talak darbaroon mein
chand sey cherey chun detey hain pathar ki dewaroon mein


in my dreams i was drowning my sorrows , but my sorrows learned to swim

naaz hai taqat-e-gaftaar pe insaano ko
bat karney ka saleeqa nahee nadano ko

[quote]
Originally posted by nia_khan:
naaz hai taqat-e-gaftaar pe insaano ko
bat karney ka saleeqa nahee nadano ko

[/quote]

Yeh ejaaz-e-mohabbat ki junuN khezi hai
maiN jo dil meiN tere qadmoN ky nishaaN dekhuN
meri gustakh nigaahi ka gila kyuN Raashid
woh jahaN tak mujhe keh den maiN wahaaN tak dekhuN


Irfan Ismail

naye saal tu kitnayaatay hain'chalay jaatay hain
jis saal tu kareeb hoga'wohi tu naya hoga.....

next word:alif


---~---Maria---~---
~Kiya haaq wo jeena hai jo apnay hi liyay ho
Khud mit kar kisi aur ko mitnay se bacha lay~

~Abhi paaya hi nahi keh usay kho bhi diya
apni aadat hai har kaam mai ajlat karna
sa keh letay hain hum saamnay uske lekin
sah't mushkil hai yaha dil ko haqayat karna
~

Next Word: 'Alif'


---~---Maria---~---
~Kiya haaq wo jeena hai jo apnay hi liyay ho
Khud mit kar kisi aur ko mitnay se bacha lay~

sab keh letay hain hum saamnay uske lekin

Aao chup ki zabaan mein Khaavar
itni baateN kareN ke thak jaayeN


Irfan Ismail

Na tou zameen kay li'ay hay na aasmaan kay li'ay
Tera wajood hay ab sirf daastan kay li'ay.

Yaad Aen gey Zamnay Ko Misaloon Ki Tarhan
Jasey Bosedha Kitaben Hun Hawalon Ki Tarhan


Irfan Ismail