Agar Talaash karo koi mil hi jaayega
Magar Hamaari tarah kaun tumhein chahega
Tumhein zaroor koi Chahatoon se dekhega
Magar vo aankhein hamari kahan se layega
in barishoin say dosti achi nahi faraz
kacha tera makaan hai kuch to khyal ker
mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!
[This message has been edited by Mahee (edited March 27, 2002).]
Ret par likh ke mera Naam miTayaa na karo
Aankhein sach bolati hein Pyaar chupaaya na karo
wo jo geet tum ney suna nahi, meri umer bher ka riaz tha
dukh bhari thi bari meri daastan, jisay tum hanci may ura ga'a
mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!
Aaj Her Phool Ki Pati Se Baha Khoon-e-Jiger
Phir Bhi Kuch Log Bazid Hain Bahar Aai Hai
Irfan Ismail
Yeh jo zindagi ki kitaab hai, yeh kitaab bhi kya kitaab hai
Kahin ek haseen sa khvaab hai, kahin jaan-leva azaab hai
ye ik abr ka tukra kahan kahan bersay
tamaam dasht hi pyasa dikhae deta hai
mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!
Yad Aeen gey Zamnay Ko Misalon ki Tarhan
Jasey Purani Kitabeen Hun Hawalon Ki Tarhan
Irfan Ismail
neend naraz ho gae hum say
hum ney jis raat tum ko yaad kya
mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!
Abhi raah mein kai mod hain, Koi aayega koi jaayega
Tmhein jis ne dil se bhulaa dia, Usey bhulaney ki duaa karo
~~ Woh tera ghum tha ke taseer mere lehjey ki
~~ ke jiss ko haal sunatey use rula detey
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary2.gif
Next=> yey
yeh bhi aadaab humaaray hein, tumhein kya maloom
hum tumhein jeet ke haaray hein, tumhein kya maloom
aik tum ho keh samajhtay nahin apna hum ko...
aik hum hein, keh tumhaaray hein, tumhein kya maloom.
'meem'
zindagi zinda billi ka naam hae...!
mujhey aazmaney waley mujhey aazma k ro'a
meri daastaney hasret wo suna suna k ro'a
mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!
yeh aik shabb ki mulaqaat bhi ghaneemat hae
kisay hae kal ki khabar... thorri door saath chalo
(waao)
zindagi zinda billi ka naam hae...!
wo kesi manzlaiN thi zindghi ki jis ko hum ne
bohat soocha bohat chaha aur aksaR kho dya
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
aisa lagta hae phir apni uljhaneiN barrh jaaeiN geeN
aaj PHIR mujh ko kisi ki saadgee achhi lagee
zindagi zinda billi ka naam hae...!
youn to har shakhs akaila hai bhari duniya main
phir bhi har dil kay muqaddar main nahi tanhai
~~ Ya Rub dil-e-muslim ko woh zinda tamanna de
~~ Jo kalb ko garma de jo rooh ko tarpa de
Next=> yey
yaqiN mehkum, amal pehum, mohabbat fath-e aalam
jihad-e zindagani mein hein yeh mardoN ki shamsheerein
noon
zindagi zinda billi ka naam hae...!
na janey kyoon aank may aa ga'a aanso
haath barhaya tha kici ney dosti k lia
mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!