yeh umray gurayzaan kaheen thehray to main janoon
harr saans main mujh ko yahee lagta hai keh tum hoo
~kabi alwida na kahNa~
~kabi alwida na kahNa~
vafaa ke bhes me.n ko_ii raqiib-e-shahar bhii hai
hazar! ke shahar ke qaatil tabiib-e-shahar bhii hai
yeh kiya howa teri dunya ko aey khuda-e-kareem
ke zinda loog tarastey hain zindagi kay leyay.
~Ya khuda loag banaaye thay agar pathar kay
Meray ehsaas ko sheesha na banaya hota~
~~~~~ ~~~~~
Zara yeh to bataao
Tum ne mujh say ziada zindagi ki
Baharain daikhee hain
Dunya ke nashaib-o-faraz say bakhoobi waqif ho
Yeh dunya itni zalim
Khudgharz aur behiss kyon hai?
Jis main tum bhi shamil ho :~(
~~~~~ ~~~~~
aay ankh abb to khoab ki duniya say lot aa
annkain taras gayeen meri dariya ka wastay.
~~~~~~~~
phiRa aj haq kaliye jaa'N fida karay koi
wafa bhi jhooM uthay yo wafa karay koi
nimaaZ 14 sadi se hai muntaziR logo|
HussaiN ke tarha aye ada karay koi
~~~~~~~~~
~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~~*
*yeah or ba’at kay tum ayay ho tou yahaN koi nahiN
wagarna ghum tou yahaN bay shumar rahtay haiN *
→
ahmedjee, acha sher tha
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
Na tu zameen kay liye hay na aasmaan kay liye
Tera wajood hay ab sirf daastan kay liye.
‘ye’
~~~~~~~~
phiRa aj haq kaliye jaa'N fida karay koi
wafa bhi jhooM uthay yo wafa karay koi
nimaaZ 14 sadi se hai muntaziR logo|
HussaiN ke tarha aye ada karay koi
~~~~~~~~~
~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~~*
iss qadar musalsal theeN shidataiN judayee ki
Ajj pahli bar iss say maiN nay bay-wafayee ki
-Faraz
"ye"
Yaad nahiiN kyaa kyaa dekhaa thaa saare manzar bhuul gaye
Us kii galiyoN se jab lauTe apanaa bhii ghar bhuul gaye.
'ye'
ye jo sargashta se phirtay hain kitabooN walay
in se mat mil ke inhay rog haiN khwabooN walay
~~~~~~~~
phiRa aj haq kaliye jaa'N fida karay koi
wafa bhi jhooM uthay yo wafa karay koi
nimaaZ 14 sadi se hai muntaziR logo|
HussaiN ke tarha aye ada karay koi
~~~~~~~~~
~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~~*
yay rukay rukay sey ansoo yay ghuti ghuti si aahian
yuN he kab talak khudaya gham-e zindagii nibahian
next: "NooN"
"Don’t be shallow by saying: if people do good, we will do good; and if they do wrong, we will do wrong; but accustom yourselves to do good if the people do good, and not to do wrong if they do wrong."
~Nasheman par nasheman is kadr tameen karta ja,
Ke bijlee girtey girtey aap khud bezaar hojayee~
p.s. kiya aisa nahin ho sakta kae jo shair likhae woah apni tarah sae aik letter bolae, aisa letter jis sae usae pehlae sae shair ata ho...aur doosrae us sae shair kahain agar sab hi give up ho jayen to woah us sae shair kahae....is tarah yae, alif, noon waghaira kae ilawah bhi shair share ker saktae hain ham...
what do u guys think???
~~~~~ ~~~~~
Zara yeh to bataao
Tum ne mujh say ziada zindagi ki
Baharain daikhee hain
Dunya ke nashaib-o-faraz say bakhoobi waqif ho
Yeh dunya itni zalim
Khudgharz aur behiss kyon hai?
Jis main tum bhi shamil ho :~(
~~~~~ ~~~~~
~~~~~~~~
phiRa aj haq kaliye jaa'N fida karay koi
wafa bhi jhooM uthay yo wafa karay koi
nimaaZ 14 sadi se hai muntaziR logo|
HussaiN ke tarha aye ada karay koi
~~~~~~~~~
~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~~*
Khushak veeraaN aaNkhoN meiN ab to aaNsu bhi nahi
kuch to hota jise ishq ka haasil khete
Irfan Ismail
Rahgeer u was suppose to start with "Yay"
CC.. tumhara signature shair hamesha dhoka deta :)
yahi tu wajah-e shikasht wafa hoye meri
khaloos-e ishq main sada dili ki amazish
samandaron ke tarah meri ankh sakit hai
magar sakoot main kis be qali ki amazish
next: "sheen"
"Don’t be shallow by saying: if people do good, we will do good; and if they do wrong, we will do wrong; but accustom yourselves to do good if the people do good, and not to do wrong if they do wrong."
[This message has been edited by Gemini the Great (edited February 12, 2002).]
ye
~~~~~~~~
phiRa aj haq kaliye jaa'N fida karay koi
wafa bhi jhooM uthay yo wafa karay koi
nimaaZ 14 sadi se hai muntaziR logo|
HussaiN ke tarha aye ada karay koi
~~~~~~~~~
~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~~*
yehi mizaj hai apna kisi ka dil na dukhaY
juda'eoN ko be chaha hai quRbatooN ki tarha