Bait Bazi Part---LIX

Woh jo hum maiN tum miaN karar tha, tumhaiN ya'ad ho kay na ya'ad ho
Wohi wadah wafa or nibah ka, tumhaiN ya'ad ho kay na ya'ad ho

"wow"

p.s: :~P

Wo faasla tha duaa or mustjabi me
k dhuP maNganey jatey to abar aa jata

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif

‘alif’

ankhaiN be wohi haiN tu dareecha be wohi hai
aur sooch k angaN main utarata be wohi hai
jis ne meray jazbooN ki sadaqat ko na jana
ab meri rifaqat ko tarasta be wohi hai


~Advice is like caster oil, easy to give hard to swallow!~

Yeh Dhoop to har rukh say preshaan karay gee
Kion dhond rahay ho kisi deewaar ka saya

'alif'

Ik khaas hadd pe aa gayi jab teri berukhi
Naam us kaa ham ne gardish-e-ayyaam rakh diya

Next => "alif"

Ik naam kiya likha tera saahil ki rait per
Phir umr bhar hawa say meri dushmani rahi

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary3.gif


lamhon main baha day, hamain raizon main samaetae
woah kuch bhi kerae phir bhi bikharnae nahin daita
    :flower1:

ab ghoron ko mere signatures per bhi aitraaz honae laga hai:~(

yooN bicharna bhee asaaN na tha oss say magar
jatay jatay os ka yooN mor kar dobara daikhna

"alif"

ahmadjee! Great to see you here :slight_smile:

ashkoN mein jo paya hai wo geetoN mein diya hai
iss par bhi suna hai ke zamanay ko gila hai
jo taar se nikli hai wo dhun sab ne suni hai
jo saaz par guzri wo kis dil ko pata hai →

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif

‘ye’

~Yaad us ki itni khoob nahin Meer baaz aa
Nadaan phir woh jee say bhulaaya na jaayay ga~


~~~~~ ~~~~~
Zara yeh to bataao
Tum ne mujh say ziada zindagi ki
Baharain daikhee hain
Dunya ke nashaib-o-faraz say bakhoobi waqif ho
Yeh dunya itni zalim
Khudgharz aur behiss kyon hai?
Jis main tum bhi shamil ho :~(
~~~~~ ~~~~~

Is zindagi ke husan ki tabindagi na pooch
jo hadsooN ki dhoop mein tap kar nikhar gaya

'alif'

Aub busti busti ghomtay ho, kyooN wapis ghar ko aaO gay
jub omar dhalay gi tub janaN, daikhooN gi, kidhar tum jayoo gay

“yay”

p.s: Sehar :slight_smile: →

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif

ye kis muqam pe soojhee thujey bicharney ki
ke ab to ja ke kahin din swarnay walay the

bichar ke tujh se mila umar bhar ka sannata
bana gayeen tanha mujhe rafaqtain teri

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/crying.gif

ye tajaruba bhi karuN ye bhi kar dikhalaauuN maiN
k Khud ko yaad rakhuuN us ko bhuul jauuN maiN


~kabi alwida na kahNa~

*nahi asa bhi ke ek umar ke qurbat ke nashaY
ek do roz ke ranjisH se thikanay lug jaye


~~~~~~~~
phiRa aj haq kaliye jaa'N fida karay koi
wafa bhi jhooM uthay yo wafa karay koi
nimaaZ 14 sadi se hai muntaziR logo|
HussaiN ke tarha aye ada karay koi
~~~~~~~~~

~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~~*

ye kis Khalish ne phir is dil meiN aashiyana kiya
phir aaj kis ne suKhan ham se Gaayebaanaa kiyaa


~kabi alwida na kahNa~

itni musalsil thin shidtain judai ki
aaj pahli bar us se maine bewafaye ki

Ahmad Faraz

next: "YaY"


"Don’t be shallow by saying: if people do good, we will do good; and if they do wrong, we will do wrong; but accustom yourselves to do good if the people do good, and not to do wrong if they do wrong."

yeh kaisay mumkin hay ke humnasHinoN keh dil ko dil ki kHabar na phoNcHay
unhaiN bhi hum yaad aatay to hoNgay jin ko hum yaad kar rahay haiN.

hain Or bhi Zamany main bohat Gohar shanas
hamen hay Arzoo Milen kabhi Raqeeb sey

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


Irfan Ismail

~Yeh soch kar palkon mein chhupa let hoon aansoo
Gir kar yeh meri aankh se hojaain na baeghar~



~~~~~ ~~~~~
Zara yeh to bataao
Tum ne mujh say ziada zindagi ki
Baharain daikhee hain
Dunya ke nashaib-o-faraz say bakhoobi waqif ho
Yeh dunya itni zalim
Khudgharz aur behiss kyon hai?
Jis main tum bhi shamil ho :~(
~~~~~ ~~~~~

Rafta-Rafta mere haathoN ki lakeereN uD gaiN
qismatoN ke bhed muThThi mein bhi posheeda na rahey


Irfan Ismail