is qader toot kay tum pay humein pyar aata ha
apni bahoon mein bhareein maar hi daleein tum ko
wo mila tu sadiyun ke baad bhi meray lab pe koi gila na tha
usay meri chup ne rula diya jisay guftugu main kamal tha
next: "Alif"
"Don’t be shallow by saying: if people do good, we will do good; and if they do wrong, we will do wrong; but accustom yourselves to do good if the people do good, and not to do wrong if they do wrong."
ahbaab ko rehi meRay aybooN ki justaju
maiN purkhaloos un k hunaR tulta raha
~kabi alwida na kahNa~
iss shehar main kharab e ishq kay maaray
zindaa hain yahee barri baat hai piyyaray
kuch aur bheee hain hummain kaam aiay ghamay janaan
kaab taak koe uljhee hoe zulfoon ko sanwaray
" habib jalib :
mairay dill mairay mussafir
yo dil se kisi dard ka pema'N bhi nahi kartay
ab jaaN pe bani bhi hai to darma"N nahi kartay
Y
~~~~~~~~
phiRa aj haq kaliye jaa'N fida karay koi
wafa bhi jhooM uthay yo wafa karay koi
nimaaZ 14 sadi se hai muntaziR logo|
HussaiN ke tarha aye ada karay koi
~~~~~~~~~
~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~~*
[This message has been edited by chand_chehra (edited February 14, 2002).]
yoon to mein huns para hoon tumhare liye mager
kitne sitare toot pare ek hansi kay sath
fursaat mile to apna gareeban bhi dekh le
aay doost yoon na kheel meri bebasi kay sath
har yaad ko yo zakhM banatay nahi dil ka
har teer ko pewaste rage jaaN nahi kartay
Y
~~~~~~~~
phiRa aj haq kaliye jaa'N fida karay koi
wafa bhi jhooM uthay yo wafa karay koi
nimaaZ 14 sadi se hai muntaziR logo|
HussaiN ke tarha aye ada karay koi
~~~~~~~~~
~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~~*
CC.. the next word was "thay" :)
yay chiragh be-nazr hai, yay sitara bezaban hai
abhi tujh se milta julta koi dosra kahan hai
Bashir Badar
next: "YaY"
"Don’t be shallow by saying: if people do good, we will do good; and if they do wrong, we will do wrong; but accustom yourselves to do good if the people do good, and not to do wrong if they do wrong."
opzzzz
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
sona
*yaarab is iKhtilaat ka anjaam ho baaKhair
tha us ko ham se rabt, magar is qadar kahaa.N
~~~~~~~~
phiRa aj haq kaliye jaa’N fida karay koi
wafa bhi jhooM uthay yo wafa karay koi
nimaaZ 14 sadi se hai muntaziR logo|
HussaiN ke tarha aye ada karay koi
~~~~~~~~~
~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~~*
na itna toot ker miliye kay dil pay shaq guzre
khaloos mein bi zaroori ha fasla rakhna
ankhaiN be wohi hain tu dreecha be wohi hai
aur sooch k angaN main uterta be wohi hai
~Advice is like caster oil, easy to give hard to swallow!~
~Yeh hawa ka koi jhonka nahi
Teri yaadon ka ek samundar hai~
~~~~~ ~~~~~
Zara yeh to bataao
Tum ne mujh say ziada zindagi ki
Baharain daikhee hain
Dunya ke nashaib-o-faraz say bakhoobi waqif ho
Yeh dunya itni zalim
Khudgharz aur behiss kyon hai?
Jis main tum bhi shamil ho :~(
~~~~~ ~~~~~
is tarah zindagi ne dia ha humara sath
jasay koi nibah raha ho raqeeb se
(sahir ludhianwi)
ye jo hai hukm mere paas na aaye koee
is liye rooTh rahe hain ke manaaye koee
ye jo diivaane se do chaar nazar aate hain
in mein kuchh saahib-e-asraar nazar aate hain
teree mahafil kaa bharam rakahate hain sojaate hain
varnaa ye log to bedaar nazar aate hai.n
Sorry friends i thought i sould bring you out of ye so i posted 2 times…now you have
“noon” enjoy
is zindagi mein itni faraghat kisay naseeb
itna na yaad aa ke tujhe bhool jaein hum
Next=> meem
meraa Khaamosh rah kar bhi unheN sab kuchh sunaa denaa
zabaaN se kuchh na kahanaa dekh kar aaNsuu bahaa denaa
[This message has been edited by Shab-e-Hijar (edited February 18, 2002).]
yun hi be sabab na phira karo,kisi shaam ghar bhi raha karo
woh ghazal ki sachi kitaab hay,use chupkay chupkay parha karo
koi hath bhi na milae ga jo galay milo ge tapaak se
yeh naaey mizaj ka shehar he zara fasley se mila karo.
Next=> wow
vo nahiN milta mujhe isaka gila apani jagah
usake mere daramiyaaN ka faslaa apani jagah
ham milay bhi tu kiya milay, wohi doriyan wohi faslay
na kabhi hamari jhijhak gaye, na kabhi teray qadam barhay
next: "YaY"