Bait Bazi--Month of Oct--2007

Re: Bait Bazi--Month of Oct--2007

Ye Rakh Rakhao Muhabbat Sikha Gai Uss Ko
Wo Rooth Ker Bhi Mujhe Muskura Ke Milta Hai

'Ye'

Re: Bait Bazi--Month of Oct--2007


Ye jo ek shab ka hijaaB hai isay darmiyaN say hata kabhi
Kay taloh-e-subha ki arzoo meri kitni nendaiN ura gaye

ye

Re: Bait Bazi–Month of Oct–2007

Ya mase’hai usy bhol gai hai Mohsin
Ya phir aisa hai mera zakhm he gehra ho ga

“alif” :rotato:

Re: Bait Bazi--Month of Oct--2007

ab main teri he zimaydari hoon
kho na jaon kahen sambhaal mujhe

Re: Bait Bazi--Month of Oct--2007


ye jo bandagaan-e-niyaaz hai ye tamaam hai vo lash_karii
jinhen zindagii ne aman na dii to tere huzuur me.n aa gaye

ye

Re: Bait Bazi--Month of Oct--2007

yaadooN ki aag maiN meRi aa'nakhiN sulag uthi raatooN ko soochany ki tu adaat na thei mujhaY shaa'ed wo teRay ishq ki intihaa he thei k teRay humsafaR se riqaabat na thei mujhaY "ye"

Re: Bait Bazi--Month of Oct--2007

^khoob

Yeh Aalum jazb ka pehlay to nahi tha ........
Andaz aisa Ahl e janoN ka pehle to nahi tha

Adab

Re: Bait Bazi--Month of Oct--2007


ajza kashish thei samandar ki sabz aa'nkhoN maiN
har aik chashma usi ki taraf rawana tha

alif

Re: Bait Bazi--Month of Oct--2007

Azad~ dard, sir e aam bantt-te kyon ho
Tariqa aisa Ahl e dil ka pehle to nahi tha

Adab

Re: Bait Bazi–Month of Oct–2007

aaNkhoN ka sehan bheeg gaya yaadoN ki nami sey
kuch bhi to sila nahi mila ashqoN pe jabar ka

alif :hoonh:

w/adaab :blush:

Re: Bait Bazi--Month of Oct--2007

Uss ki yaad ka koi bhi pehlo bora nahi rehta
Yeh oor baat keh phir dil humara nahi rehta

Adab

Re: Bait Bazi--Month of Oct--2007


is dast-e-janooN ke haath sey bachaey rakhey sabhi ko Rub
wo aazaab jo tum ney faqat sune, wo aazaab hum ko miley bhi heiN

Noon :D

Re: Bait Bazi--Month of Oct--2007

Na tum rahay, Na hum rahay, Na rahay dard kay silsilay
Teri wafa Mera Jonon Ban ge barish main pani ke bulbulay

Adab

Re: Bait Bazi--Month of Oct--2007


yohi besabab na phir karo kisi sham ghar bhi raha karo
woh ghazal ki sachi kitaab hai usay chupkay chupkay parha karo

wao

Re: Bait Bazi--Month of Oct--2007

Na to gham ki dhoop jala saki na to mausamon ka asar hua
woh meri wafa ka hi phool tha jo abhi talak hai khila hua

alif

Re: Bait Bazi--Month of Oct--2007

Woh tera kamaal e fun hay, oor tu mera Khuda!
Ab es dil e Azad beNawa ko hum kahan rakhain

Adab

Re: Bait Bazi--Month of Oct--2007

pata nahi kahan se aa jate hain

Re: Bait Bazi–Month of Oct–2007

kon :aq:

Re: Bait Bazi--Month of Oct--2007

pata nahi

Re: Bait Bazi–Month of Oct–2007

Repoet Karwa Dein Police Mein Woh Pata Kar K Aapko Bata Dein To Hamein Bhi Bata Dijiye Ga :snooty: