Bait Bazi--Month of Nov---2007

Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007

Yad reh jaati hai aur waqt guzar jata hai
Phool khilta hai aur khil k bikhar jata hai

yeh

Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007

Ye Kia Ke Bayaan Sab Se Dil Ki Halatain Kerni
Faraz Tujh Ko Na Aaeen Muhabbatain Kerni

'Ye’

Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007

Yeh ik noor keh yeh dae'roon mein phail gayaa..
yeh ik chiragh-e-seher hai magar sehar to nahin

Noon

Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007

Na Daulat Se Na Dunya Se Na Ghar Aabaad Kernay Se
Tasalli Dil Ko Hoti Hai Khuda Ke Yaad Kernay Se

'Ye'

Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007

Yeh moajza bhi mohabbat dikhlaye mujhay
k sang us pe giray aur zakham aye mujhay

Yeh

Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007

Ye Aur Baat Ke Tum Se Gila Nahi Kertay
Malaal Kion Nahi Hota Malaal Hota Hai

'Ye'

Re: Bait Bazi–Month of Nov—2007

Yehi hai zoq-e-muhabbat ki intiha saagar`
ghum-e-hayat k maaron ka ehtiraam karo :dhimpak:

wao

Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007

Wo To Wo Hai Tumhain Ho Jaye Gi Ulfat Mujh Se
Ek Nazar Tum Mera Mehboob-e-Nazar Tou Dekho

'Wow'

Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007

Wo jo mujh se mil k ro diya faqat itna hi mujhe keh sakaa
jisse janta tha main zindagi wo to sirf wehm-o-khayal tha

Alif

Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007

Isi Andaaz Main Hotay Thay Mukhatib Mujh Se
Khat Kisi Aur Ko Likho Ge To Yaad Aaonga

'Alif'

Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007

Alfaaz ke tahoo'n main milayin gaay hawas ke teer
chahroo'n ko goor say kabhi parh ker bhee daykhna

Alif

Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007

AankhoN maiN samaai hai ek kHuwaab numa duniya
TaaroN kee tarah roSHan mahtaab numa duniya
Jannat kee tarah rangeeN shadaab numa duniya
Lillah waheeN lay chal! ay ishq kaheeN lay chal!

Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007

Logon ne roz hi naya maanga Khuda se kuch
ek hum tere sawaal se aagay nahi gaey

"Ye"

Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007

Ya rab dil-e Muslim ko woh zinda tammana day
Jo qalab ko garma day Jo rooh ko tarpa day

"ye"

Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007

yaqeen nahi hai magar aaj bhi yeh lagta hai
meri talash mein shayad bahaar aaj bhi hai

Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007

Ye Kaun Chupkay Se Tanhaion mEin Kehta Hai
Mere Baghair Sukoon Umar Bhar Nahi Milna
~
alif

Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007


aya hi tha yaad kay ankhain chalak gaye
ansoo kisi ki yaad mai itnay kareeb hain

ye

Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007

Yaad-e-mazi azab ha ya RUB
Cheen lay mujh say hafiza mera

Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007


Aahat thi kisi khuaab ki ya dhoka tha nazar ka
ik pal ko sakoot toot gaya dil ki qabar ka

alif

Re: Bait Bazi--Month of Nov---2007

aa'di bana kar lazzat-e-aazaar ne mujhey
gham ki khalish ko dil ki tamanna bana diya

"alif"