Re: Bait Bazi Month of June 2008
Yeh raaz us par khulay ga jo khud ko pehchane
k ik yaqeen ki mazil bhii haii gumaan kay baaad
Daal
Re: Bait Bazi Month of June 2008
Yeh raaz us par khulay ga jo khud ko pehchane
k ik yaqeen ki mazil bhii haii gumaan kay baaad
Daal
Re: Bait Bazi Month of June 2008
Dushmani Rasm-e-Jahaan Hai, Dosti Harf-e-Ghalat
Aadmi Tanha Khara Hai Zaalimon Ke Saamnay
'Ye'
Re: Bait Bazi Month of June 2008
Yun zabt-e-gham-e-dil se kaheen toot na jaao
jo tum pe guzarrti hai bataa kyun nahin dayte
Yeh
Re: Bait Bazi Month of June 2008
Yahaan Bhi Ho Gaye Aghyaar Anjuman Aara
Main Apne Dil Ki Bhari Mehfilon Main Tanha Hoon
'Noon'
Re: Bait Bazi Month of June 2008
Na mujh se ban saka chota sa ghar, din raat rota hon
Khudaya! tuu ne kaisay yehh saara jahaan bana dala
Alif
Re: Bait Bazi Month of June 2008
Iss Saadgi Pe Kaun Na Mer Jaye Ay Khuda
Lartay Hain Aur Haath Main Talvaar Bhi Nahin
'Noon'
Re: Bait Bazi Month of June 2008
Na karr shikwa muqaddar se tu qismatt aazmata jaa
na darr manzil ki duurri se qadam aagay barhata jaa
Alif
Re: Bait Bazi Month of June 2008
Uss Shokh Se Bichhar Ke Zafar Apni Zindagi
Jese Makaan Ho Koi Dewaar Ke Baghair
'Ray'
Re: Bait Bazi Month of June 2008
Raat bharr abb odham machayen gii
khvahishein din mein khoob soyi hain
Noon
Re: Bait Bazi Month of June 2008
Nahi Nahi Ye Khabar Dushmanon Ne Di Hogi
Wo Aye Aa Ke Chalay Bhi Gaye Milay Bhi Nahin
'Noon'
Re: Bait Bazi Month of June 2008
Na daikha tha jo bazm-e-dushmanan mein daikha
mohabbatt tamashayyy dikhaati haii kiaa kiaa.....
Alif
Re: Bait Bazi Month of June 2008
Issi Andaaz Main Hotay Thay Mukhatib Mujh Se
Khat Kisi Aur Ko Likho ge To Yaad Aaonga
'Alif'
Re: Bait Bazi Month of June 2008
Aey mauj-e-saba unke parrde ka bharam rakhna
aanchal na sirakk jaaye chupke se guzarr jaanaa
Alif
Re: Bait Bazi Month of June 2008
Aisay Raha Karo Ke Karain Log Aarzu
Aisay Chalan Chalo Ke Zamana Misaal De
'Ye'
Re: Bait Bazi Month of June 2008
ye sare perr pode tum bin kae raat jage hen
tum a kr aik bar inkho sula do phr chale jana
Re: Bait Bazi Month of June 2008
Acha Khasa Bethay Bethay Gum Ho Jata Hoon
Abb Main Aksar Main Nahi Rehta Tum Ho Jata Hoon
'Noon'
Re: Bait Bazi Month of June 2008
Neend aa jaaye tou kia mehfilein barpa daikhon
aankh khull jaye tou tanhaii ka sehhra daikhoon
Noon
Re: Bait Bazi Month of June 2008
Na'Shanasi Deher Ki Tanha Humain Kerti Gaee
Hotay Hotay Hum Zamanay Se Juda Hotay Gaye
'Ye'
YaadoN ka thaa hujoom, tanha tha meiN khaDa
Mujh pe hi meri soch ki deewaar gir paDii
Ye''
Re: Bait Bazi Month of June 2008
beautiful sher Gul jee..
Yuun Bhi Nahin Ke Meray Bulanay Se Aa Gaya
Jab Reh Nahin Saka To Bahanay Se Aa Gaya
Kuch Aur Sanpoleay Bhi To Haqdaar Thay Zafar
Main Apne Aap Uth Ke Khazanay Se Aa Gaya
'Alif'