Bait Bazi Month of June 2008

Re: Bait Bazi Month of June 2008

Thanks Ahmar:-)

Ab k socha hey k yeh khud ko saza di jaaey
tujhsey wabasta har ik baat bhula di jaaey
naam jis pe hey meri umr ka likha mehroo
waqt k haath sey wuh rait urra di jaaey

Ye''

Re: Bait Bazi Month of June 2008

Again a Beautiful addition..

Ye Ghazi Ye Teray Pur'Israar Banday
Jinhain Tunay Bakhsha Hai Zoq-e-Khudai
Do Neem In Ki Thokar Main Sehra-o-Darya
Simat Ker Pahaar Inn Ke Haibat Se Raii

'Ye'

PS: ur welcome.. :)

Re: Bait Bazi Month of June 2008

yay tumhari talk nawayaN koi aur seh ke dikha tu daye
yay jo mujh main tujh main nibah hai mere hoslay ka kamal hai
tere mushware ke khuloos par mujhe tark-e ishq qabool hai
magr aik bat hai ham-nasheen meri zindagi ka sawal hai

"yay"

ps: Gul-e Tasbeeh how are you doing now?

Re: Bait Bazi Month of June 2008

Yaad-e-Maazi Azaab Hai Ya'Rub
Chheen Le Mujh Se Haafiza Mera

'Alif'

Re: Bait Bazi Month of June 2008

Ajnabi lagne lagay khud tumhain apna hi wujood
apnay dinn raat ko itnaa bhii akaila naa karoo...

wao

Re: Bait Bazi Month of June 2008

Wafa Ke Waday Wo Saray Bhula Gaya Chup Chaap
Wo Meray Dil Ki Deewarain Hila Gaya Chup Chaap
Main Jis Ko Chhoota Hoon Ishrat Wo Zakhm Deta Hai
Wo Phool Aisay Chaman Main Khila Gaya Chup Chaap

'Pay'

Re: Bait Bazi Month of June 2008

phelti jaarahi hy khushbo si......

dil men ki ka khayaal aaya hay?

ye

GTG Alhamdolillah better now, shukran :-)

Ye Qehqahe tou meri baat ka jawaab nahi
saleeqa chaahiye phooloN sey guftugu ke liye

Ye''
<!-- / message -->

Re: Bait Bazi Month of June 2008

Ye Kis Ne Kaha Tum Kooch Karo Batain Na Banao Insha'Jee
Ye Sheher Tumhara Apna Hai, Isay Chhor Na Jao Insha'Jee

'Ye'

Re: Bait Bazi Month of June 2008

Yeh raah ki nahin, ye muqaddar ki baat hai
manzil chuni hai jo wohi manzill karri huyiii..
iske liye tou raah-e-wafaa chaahiye adeem`
har raah mein nahin hai muhabbat pari huyi

Yeh

Re: Bait Bazi Month of June 2008

Ye Baat Kisi Ko Nahin Maloom Ke Momin
Qaari Nazar Aata Hai Haqeeqat Main Hai Qur'aan

'Noon'

Re: Bait Bazi Month of June 2008

Na janay kab maiiri duniya mein muskuraye gaa
Wo ek shakhs jo khwabon mein b khafa sa lage

Yeh

Re: Bait Bazi Month of June 2008

Ye Kia Jageh Hai Dosto Ye Kaunsa Dyaar Hai
Had-e-Nigaah Tak Jahan Ghubar He Ghubar Hai

'Ye'

Re: Bait Bazi Month of June 2008

Yeh tou waqt k bass mein hai kitni mohlatt de
warrna bakht dhallne mein dairr kitni lagti hai

Yeh

Re: Bait Bazi Month of June 2008

YAHAN KISI KO KABHI HASB-E-AARZO NA MILA

KISSI KO HUM NA MILY AUR KOI HAMEN NA MILA

ALIF

Re: Bait Bazi Month of June 2008

Uss Ki Batain Bhi Dil'Aawaiz Hain Surat Ki Tarah
Meri Sochain Bhi Pareshaan, Meray Balo'n Jesi

'Ye'

Re: Bait Bazi Month of June 2008

Yadd hai abb Tak tuj sai bicharni kei andahri shamm
Tu Khamoosh Khara tha Laikin batian karta tha Kajal

Re: Bait Bazi Month of June 2008

Loug Khabo'n Main Safar Kertay Hain
Rastay Khali Paray Thay Bahar

'Ray'

Re: Bait Bazi Month of June 2008

Rabbt kiii baat aurr haii zabtt ki baat aurr haii..
ye jo fishar-e-khak hai is mein kabhi gulab thay

Yeh