Bait Bazi Month of June 2008

Re: Bait Bazi Month of June 2008

yeh is ki saza thi ya meri, maloom na hua
silsila dosti ka kab toota, maloom na hua
hum na har haal mai nibhanay ki, ki thi koshish
magar us kay dil mai kia tha , maloom na hua

Re: Bait Bazi Month of June 2008

alif

Re: Bait Bazi Month of June 2008

Urtay Urtay Aas Ka Panchhi Duur Ufaq Main Doob Gaya
Rotay Rotay Beth Gai Aawaaz Kisi Saudai Ki

'Ye'

Yeh soch kar mein ney chuni hey aakhri aaraam-gah
mein tha matti aur mujhey matti ka ghar acha lagaa
manzilon ki baat chorro kis ne paaain manzileinn
aik safar acha lagaa, aik humsafar achaa lagaa

Alif''

Re: Bait Bazi Month of June 2008

Aankhain b wohi hai tou dareecha b wohi hai
aur soch k aangan mein utarrta bhii wohi hai
woh jis ne diye mujh ko mohabbat k khazane
badal ki tarah aankh se barrsaa bhi wohi hai

Yeh

Yey Shab-e-Firaq Yey Baybasii Hain Qadam Qadam Pay Udasiyaan
Maira Saath Koi Na Day Saka Mairee Hasratain Hain Dhuawan Dhuawan

"Nun"

Nahi laatey they jo imaan apney Rab ki qudrat par
wuhi ab gumm huwey jaatey hein qudrat k nazaron meiN

NooN''
<!-- / message -->

Re: Bait Bazi Month of June 2008

nazar sy door jany waaly dil se door na karna....

meri aankhon ko runy pr kahin majboor na karna.

alif

AasaaN tou nahi apni hasti sey guzar jana
Utra jo samandar mein dariya tou bohot roya
Jo shakhs na roya tha kabhi tapti rahon main
Deewaar k saaye mein baitha tou buhat roya

Alif''

Aaiy Kuch Abr Kuch Sharaab Aaiy
Uss Kay Baad Aaiy Ju Azaab Aaiy

"Yey"

apnii ruswaai terey naam ka charchaa dekhuN **
*ek zaraa sheir kahuN aur main kya kya dekhuN *
*niind aa jaaey to kyaa mahafileN barpaa dekhuN *
**aankh khul jaaey tou tanhaai ka sahra dekhuN

noon''

Re: Bait Bazi Month of June 2008

Na Ker Iss Tarah Tu Meri Aarzu
Raigaan Jaye Gi Ye Teri Justuju

'Wow'

Re: Bait Bazi Month of June 2008

wo mujhko tuor k phir jurta raha aksar

men osky wasty jesy koi khiluna tha.....

alif

Re: Bait Bazi Month of June 2008

ossay kehna k palkon par na taaky khuaab ki jhaalar


samandar k kinaaray ghar banaakar kuch nhi miltaa


alif

aansuoN aankh ki dehleez pe aaya na karo
ghar ke haalaat zamaaney ko bataya na karo
log muthhi meiN namak le ke phira kertey heiN
zakhm tum apney kisi ko bhi dikhaya na karo

wao''

Re: Bait Bazi Month of June 2008

wo mera dost hy saary jahan ko hy maloom

dagha kary wo kisi sy tu sharm aay mujhy...

ye

Re: Bait Bazi Month of June 2008

**
ye kis maqaam pe soojhii tujhe bichernayy kii
ab tu kaheen ja ker din sanwarnayy walayy thayy **

~ye~

Re: Bait Bazi Month of June 2008

Ya Shab Ki Saltanat Se Din Ka Safeer Aya
Ghurbat Main Aakay Chamka, Gumnaam Tha Watan Main

'Noon'

Re: Bait Bazi Month of June 2008

nerangiy e siyasat e duraan tu dekhye....

manzil onhen mili ju shareek e safar na thy

ye

Re: Bait Bazi Month of June 2008

ya rab Dil e Muslim ko woh zinda tamanna day
Jo rooh ko tarpa day jo qalab ko garma day

ye