Re: Bait Bazi Month of July 2008
ye saneha bhi muhbbat men baareha guzraa...
k osny haal bhi poochhaa tu aankh bhar aaii...!
yee
Re: Bait Bazi Month of July 2008
ye saneha bhi muhbbat men baareha guzraa...
k osny haal bhi poochhaa tu aankh bhar aaii...!
yee
ye
Re: Bait Bazi Month of July 2008
**Yeh Bazm e mUhabbat hAi Is Bazm e mUhabbat Mein **
Dewaaney Bhi Shaidaaii Farzaaney Bhi Shaidaaii
iK Lehza Bahey AansOo iK Lehza Hansii Aaii
Seekhay hAin Naye Dil Ney Andaaz e Shakebaaii
"Yee"
Re: Bait Bazi Month of July 2008
ye raaz-e-bahaar,e gulshan hy is raaz ko koi kiyaa samjhy.....
phoolon ny rulaaya shabnam ko ya raat ko shabnam khud roii
yee
Yay zid hai hamari k usay cheen laiN zamanay say
Hum aur zamanay say tqaza nahi kartay
Hum gosha-e-tanhai meiN ro laitay haiN aksar
Hum shehr ki galiyoN meiN tamasha nahi kartay
** " Yay "**
Re: Bait Bazi Month of July 2008
Ye Baar Baar Jo Aa Raha Hai
Demagh Mera Ye Kha Raha Hai
'Ye'
:p
Re: Bait Bazi Month of July 2008
ye ishq nahin aasan itna hi samajh lijye...
ik aag ka daryaa hy or doob kr janaa hy
again,,ye,,
**Yahii Baat Barhtey Barhtey Kahien Ban Na Jaye WehShat
Meri jUstajOo Tera Dil Teri AarzOo Zamaana **
"Alif"
Noon
Re: Bait Bazi Month of July 2008
na lafz hy,na kinaya,na suut hy,na sadaa.........,
sukoot-e-shab ki na poochhy koi zabaan hamsy
yee
Yay roshni to mujhay or ker gai tanha
Diyay jala'ay to sa'ay bhi bam-o-dr say ga'ay
" Yay "
Re: Bait Bazi Month of July 2008
Ye Kis Ne Kahan Tum Kooch Karo, Batain Na Banao Insha Jee
Ye Sheher Tumhara Apna Hai, Isay Chhor Na Jao Insha Jee
'Ye'
Yahan kisi ko hasb - e - arzoo na mila
Kisi ko hum na milay or humko tu na mila
" Alif "
Re: Bait Bazi Month of July 2008
Acha Khasa Bethay Bethay Gumm Ho Jata Hoon
Abb Main Aksar Main Nahi Rehta Tum Ho Jata Hoon
'Noon'
Naya mousam meri beena'ai ko tasleem nahiN
Meri aankhooN ko wohi khwab purana la day
Jis ki aankhaiN mujhay ander say bhi parh sakti hooN
Koi chehra to meray shehr main aisa la day
" Yay "
Re: Bait Bazi Month of July 2008
Ye Juda'ion Ke Rastay Bari Duur Tak Gaye Hain
Jo Gaya Wo Phir Na Aaya, Meri Baat Maan Jao
'Wow'
Wo meri trha riyazat to karay marnay ki
Wo meri trha tammanaooN ko maray to sahi
Phir maiN aik hansti hoi subha usay la ker dooN
Raat wo meray liyay roo ker guzaray to sahi
" Yay "
Yeh kOii KhwaahishOn Ka Parinda hAi Isey mOusamon Sey Gharz Nahi
Yeh Urrey Ga Apni Hii mOuj Mein Isey Aab Dey K Saraab Dey
"Yee"
Re: Bait Bazi Month of July 2008
Yay raaz us per khulay ga jo khud ko pehchanay
Keh ek yaqeen ki manzil bhi hai gumaaN k baad
DAAL
Re: Bait Bazi Month of July 2008
Do Chaar Lafz Keh Ke Main Khamosh Ho Gaya
Wo Muskura Ke Bolay, Buhat Boltay Ho Tum
'Meem'