Bait Bazi ..month of Jan..2008

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

Her Aik Baat Pe Kehtay Ho Tum Ke Tuu Kia Hai
Tumhi Kaho Ke Ye Andaaz-e-Guftugu Kia Hai

'Ye'

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008


ye baat kam hai k hum khaNa saaz-e-gulshaN maiN
qafas ki baat na kaR baal-o-puR ka zikaR na kaR

"ray"

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

Roshni dil ke darichon main bhi lehranay de
Oss ko ehsaas ke angan main uthr jane de

ye

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

Ye Acha Hai Ke Aapas Ke Bharam Na Toot'nay Payen
Kabhi Bhi Doston Ko Aazma Ker Kuch Nahin Milta

'Alif'

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

aiteraazaat kee aar meye, lau nahi seja sekta
lapervahee seye, apnee niyet nahi chupa sekta

ta

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

Usay Apna Farda Ki Fikr Thi Wo Jo Mera Waqif-e-Haal Tha
Wo Jo Uss Ki Subh-e-Urroj Thi Wohi Mera Waqt-e-Zawal Tha

'Alif'

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

ana kee junbishoon meye, rafeek-e-ferdaan na tha
goya, zaboon kee dembakhoodi iss ka shauq koe tha

a

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

Acha Khaasa Bethay Bethay Gum Ho Jata Hoon
Abb Main Aksar Main Nahi Rehta Tum Ho Jata Hoon

'Noon'

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

oncheye daraz kad mukhlasee keye peiroon per seye
afsos, kyoon bhenteye hein, keye khatem nahi hoteye
phir gir jaya kerteye hein, asfos, shakook keye ghonsleye

e

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

Yaad-e-Maazi Azaab hai Ya'Rub
Chheen Le Mujh Se Hafiza Mera

'Alif'

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

ah'baab ka shikva kyaa kiijiye Khud zahir-o-baatiN ek nahiN
lab uupaR uupaR hansate haiN dil andaR andaR rotaa hai

"ye"

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

Yeh jo hum, safar main bhi ghar sa eik banate hain
Rayt kay samadar main kashtiyaan chalatay hain

noon

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

Na Tha Kych To Khuda Tha, Kuch Na Hota To Khuda Hota
Diboya Mujh Ko Honay Ne Na Hota Main To Kia Hota

'Alif'

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

Ab kissi rangeen sapnay kii khvahish naa karr...
khvab mein aa kar wo nindain b chura le jaye ga

Alif

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

Aisay Raha Karo Ke Karain Log Aarzu
Aisay Chalan Chalo Ke Zamana Misal De

'Ye'

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

Yeh khunk rutt yeh naye saal ka pehla lamhaa
dil yeh kehta hai ke mausam koi ab yaad aaye
hum ne mazi ki sakhawat pe jo pal bhar socha
dukh b kia kia hamain yaaron k sab yaad aaye

Yeh

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

Ye Kis Ne Kaha Tum Kooch Karo Batain Na Banao Insha'Jee
Ye Sheher Tumhara Apna Hai Isay Chhor Na Jao Insha'Jee

'Ye'

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

Yeh faqatt garoor ki baat hai ke zaban sey apni na tum kaho..
tumhain warna iski khalish to hai k tumhari bazm mein hum nahi
jo sulook azraah-e-rasm ho, woh tamaam umr bhar ho tou kiaa
jo khuloos qalb ke saath ho tou woh ikk nigaah bhi kamm nahin

Noon

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

Nigah-e-Mard-e-Momin Se Baal Jaati Hain Taqderain
Jo Ho Zoq-e-Yaqeen Paida To Kut Jaati Hain Zanjeerain

'Noon'

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

Kis ki kutt laga rahay ho ?? :p

Nikalaa chahta haii kaam taa'non sey tou aey ghalib`
taire bemeher kehne se wo tujh per meherban kyun ho

wao