Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
Acha Hai Dil Ke Paas Rahay Pasbaan-e-Aqal
LekinKabhi Kabhaar Isay Tanha Bhi Chhor De
'Ye'
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
Acha Hai Dil Ke Paas Rahay Pasbaan-e-Aqal
LekinKabhi Kabhaar Isay Tanha Bhi Chhor De
'Ye'
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
ya kaisi mauj-e-kaRam thi nigah-e-saaqi meiN
K us k baad say toofaan-e-tishnagi kam hai**
"ye"
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
yeye dunya kee baat nahi, herr insan aik dunya heye
akeila ho ya iss ka ho sathee, herr koe akhir akeila heye
ye
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
**yunhi to shakh se pattae gira nahi keRtay
bichaR k log ziada jiaa nahee kertay
jo anay walay hain musam unhain shumaar mein rakh
jo din guzer gaey unko gina nahee keRtay... **
**
"ye"
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
ye aarazuu thii tujhe gul ke ruu-ba-ruu karate
ham aur bul_bul-e-betaab guftaguu karate
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
"wao"
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
Woh be-irada sahi titliyon main rehta hay
Keh mere dil to meri muTiyon main rehta hay
ye
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
Yeh kaisa khuf tha rakhte safar bhi bhool gay
Wog kon log thay jo apne ghar bhi bhool gay
ye
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
ye dil zara sa dil teRi yaadoN meiN kho gaya
*zaRRe ko aandhiYon ka sahara hai in diNo<!-- google_ad_section_end --> *
"wao"
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
Woh our honge jinhein mouth aagaii hogi
Nighah e yaar se paii hay zindagi hum nay
ye
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
Ye Chiraagh Be'Nazar Hai Ye Sitrata Be'Zubaan Hai
Abhi Tujh Se Milta Julta Koi Doosra Kahan Hai
'Ye'
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
Ye Baat Kisi Ko Nahi Maloom Ke Momin
Qaari Nazar Aata Hai Haqeeqat Main Hai Qur'an
'Noon'
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
noor behta hua pao gay rag e jan main zain
atish e ishq main hasti ko jala kar daikho
"wow"
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
"alif"
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
Ess dil ke kharabay se guzar kiss ka howa hay
Ankhain bhi wahi, hount bhi, lehja bhi wahi hay
ye
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
Yuunhi Mausam Ki Ada Dekh Ke Yaad Aaya Hai
Kis Qadar Jald Badal Jatay Hain Insaan Jaanan
'Noon'
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
noonrani chahoon aur aik lau...sakin shejr
nahi boleye heye khood seye kutch wohh
iss kee mehk, theniyan, phool aur pateye
setchee sotch, saaf dilee ka peiker wohh
wohh