Re: Bait Bazi -May 2014
noon bhi tha
Haan theek hai main apni ana’aa ka mareez hoon,
Aakhir mere mizaaj mein kyun dakhhal de koi..
kaaf/ye
Re: Bait Bazi -May 2014
noon bhi tha
Haan theek hai main apni ana’aa ka mareez hoon,
Aakhir mere mizaaj mein kyun dakhhal de koi..
kaaf/ye
Re: Bait Bazi -May 2014
***Kisi bewafa ki khaatir yeh junoon Faraz kab tak,
Jo tumhe bhulaa chuka hai usey tum bhi bhool jao..
jeem/wao***
Re: Bait Bazi -May 2014
*jab bhii aatii hai terii yaad kabhii shaam ke baad *
**aur barh jaatii hai afsurdaadilii shaam ke baad
bey/daal**
Re: Bait Bazi -May 2014
hy/ye
Re: Bait Bazi -May 2014
*hazaar pardon mein o chhupanevaale ye sun le *
**teraa jamaal mere daaman-e-nigaah mein hai
hey/ye **
Re: Bait Bazi -May 2014
Yaad-e-maazi azab hay ya Rub
cheen lay mujh say hafiza maira
meem/alif
Re: Bait Bazi -May 2014
Khatarnaak dua hai. ![]()
Re: Bait Bazi -May 2014
*main kis vatan kii talaash mein yuun chalaa thaa ghar se *
**ki apane ghar mein bhii ajanabii ho gayaa huun aa kar
kaaf/rey**
Re: Bait Bazi -May 2014
*:(
Kisi Nay Kamzarf To Kisi Nay Aaala Zarf Jana Mujhe *
*Jis Ka Jitna Zarf Tha Uss Nay Utna Pechana Mujhe *
Re: Bait Bazi -May 2014
naheen hay khatarnaak :hinna:
**Aik woh jinhain yaad naheen Qisa-e-Maazi
Aik Hum Hain kah Abhi tak Pahli Mulaqat nahin bholay **
Re: Bait Bazi -May 2014
**Bikhri kitaabein, bheegey auraaq aur yeh tanhai,
Kahoon kese ke mila mohabbat mein kuch bhi nahi.
noon**
Re: Bait Bazi -May 2014
**Wow Nah Aay Ga Hamain Maaloom Tha Uss Shaam Bhi
Intizar Uss Ka Magar Kuch Sooch Kar Kartay Rahay
ray/yah
**
Re: Bait Bazi -May 2014
*ranj kii jab guftaguu hone lagii *
**aap se tum tum se tuu hone lagii
laam/ye **
Re: Bait Bazi -May 2014
yi kia k jab chay mujhy cheen le mujhse ![]()
apny liay vo shakhs tarapta bhi to dekhon
daal.noon
Re: Bait Bazi -May 2014
Nah milay sath to hamain yaad karna
zindagi main tanhai ho to hamain mahsoos karna
kaaf/alif
Re: Bait Bazi -May 2014
awaz k hamrah sarapa bhi to dekhon
![]()
ey jany dushman me tera chera bhi to dekhon
daal/noon
Re: Bait Bazi -May 2014
*dard apanaataa hai paraa_e kaun *
**kaun sunataa hai aur sunaa_e kaun
kaaf/noon**
Re: Bait Bazi -May 2014
***Kartey hain meri khaamiyon ka tazkraa is tarah,
Log apne amaal mein farishtaa hon jaisey..
jeem/ye***
Re: Bait Bazi -May 2014
*yuun ujaalon se vaasta rakhanaa *
**shammaa ke paas hii hava rakhanaa
rey/alif **
Re: Bait Bazi -May 2014
udasi tere chehre ki gawara bhi nhai laikn
tere khair sitary tor k lana bhi mushkil
meem/laam