Bait Bazi -May 2014

Re: Bait Bazi -May 2014

**mairay baghair mukamil naheen zaat uss key
yah aitraf-e-muhabat mujhay rul day ga

gaaf/alif**

Re: Bait Bazi -May 2014

*apanaa anjaam to maaluum hai sab ko phir bhii *
**apanii nazaron mein har insaan sikandar kyuun hai

hey/ye **

Re: Bait Bazi -May 2014

**hay arzo aik rat tum aao mairay khawab main
bus dua hay kah uss raat key kabhi subah nah ho

hay/vow**

Re: Bait Bazi -May 2014

​hey/meem