Re: Bait Bazi -May 2014
Udaasi Jam si jati hay kissi barf key manind
Khiyalon main agar tum ho aor barish ka mosam ho
vow/meem
Re: Bait Bazi -May 2014
Udaasi Jam si jati hay kissi barf key manind
Khiyalon main agar tum ho aor barish ka mosam ho
vow/meem
Re: Bait Bazi -May 2014
*vo hain paas aur yaad aane lage hain *
**muhabbat ke hosh ab Thikaane lage hain
hey/noon **
Re: Bait Bazi -May 2014
Mairay Dil main Utar Sako tou Shayad Jaan lo
Kitni Khamosh Muhabat tum say karta hay koi
kaaf/yeh
Re: Bait Bazi -May 2014
*kabhii jo nikhat-e-zulf-e-nigaar aaii hai *
**fazaa-e-murdaa-e-dil mein bahaar aaii hai
hey/ye**
Re: Bait Bazi -May 2014
Hoi Shaam aankhoon main bus gia tou
kahan gia mairay shahar kay musafir tou
tay/vow
Re: Bait Bazi -May 2014
tune kaha na thaa me kashti pe bujh hun:(
ankhon ko ab na dhamp mujy dubta bhi dekh
daal/khey (kheer)
Re: Bait Bazi -May 2014
December nay kaisa tuhfa dia hay kamal ka
dard Dil gia, yaar wasal ka
Re: Bait Bazi -May 2014
apny ehsas se chu ker mujy sandal ker do
me k sadion se adhura hun mukamal kerdo
KAAF/WAO
Re: Bait Bazi -May 2014
Waqt khush khush kaatne ka mashwra dete huye,
Ro parra woh aap mujh ko hauslaa dete huye..
hey/ye
Re: Bait Bazi -May 2014
hy/ye
Re: Bait Bazi -May 2014
ye meri kitab e hayaat hai,isy dil ki ankh sy padh zara
Mai warq warq tery samny tery roo ba roo tery pas hon
hay/Noon
Re: Bait Bazi -May 2014
*had-e-nigaah tak ye zamii.n hai siyaah phir *
**nikalii hai juganuo.n kii bhaTakatii sipaah phir
pey/rey **
Re: Bait Bazi -May 2014
Poochte Hain Kya Hua Hai Dil Ko,
Husn Walo’n Ki Saadgi Nahi Gayii…!!
gaaf/ye
Re: Bait Bazi -May 2014
Gila Hy Jis Sy Usi Sy
Pyar Bhi Hy !!!
hy/ye
Re: Bait Bazi -May 2014
Ya jo Halka Halka Saroooor ha
Ya teri Nazar ka Kasoooor ha
Ka sharab peena seekhaa dia
ka Sharaaab peeena seekhaa diaa
Aaa / Jaa
Re: Bait Bazi -May 2014
aa gya
Aa ke tu jhanjhorr mujh ko, Ishq ka izhar kar,
Mudatton se so raha hoon, Neend se baidaar kar
kaaf/re
Re: Bait Bazi -May 2014
raat ki tanhai mai jab naam usko pukara,
har sitare ne uska naam dohraya,
ah gaye ashq bhi humari ye mehfil mai,
**jab uski duri ka ehsaas chand ne dilaya
daal/alif**
Re: Bait Bazi -May 2014
Apne yaaron ki tabiyat se shanasaa hoon Asad,
Ab taluq pe mujhe waar diya jaye ga..
gaaf/alif
Re: Bait Bazi -May 2014
Udhar ek harf ke kashtani, yahan laakh guzar tha guftani
**Jo kaha to sun kar ura diya, jo likha to parh kar mita diya
daal/alif**
Re: Bait Bazi -May 2014
Us ne to dil se nikaala tha.. magar chupkay se,,
Hum .. dabay paaon.. kahani se nikal aaye hain,,
hay