Re: Bait Bazi -May 2014
daal/alif
Re: Bait Bazi -May 2014
daal/alif
Re: Bait Bazi -May 2014
*ai chaaraagaro qabil-e-daramaan nahin ye dard *
**varnaa mujhe saudaa hai ke main kuchh nahin kahataa
kaaf/alif
**
Re: Bait Bazi -May 2014
Aik larki thee dewani si ,
aik lakray par wo marti thee ,
khuch kahna tah shayad aous ko,
jannay kis sa darti thee :P
Thee /dee
Re: Bait Bazi -May 2014
Yeh rakh rakhaao mohabbat sikha gayi usko,
Woh rooth kar bhi mujhse muskuraa ke milta hai..
hy/yi
Re: Bait Bazi -May 2014
Zaroorat Aur Khwahish Dono Hi Tum Ho SaHiB ♡..!!
Khuda Meharbaan Hai, Koi Ek To Poori Hogi..!!
Re: Bait Bazi -May 2014
*hosh mein aa chuke the ham josh mein aa chuke the ham *
**bazm kaa rang dekh kar sar na magar uthaa sake
seen/ye**
Re: Bait Bazi -May 2014
Samandar tha to zor-o-shor se lehrein bahaata tha,
Ab qatra qatra ho ke kehta hai mujhe tum yaad atey ho,
hey/wao
Re: Bait Bazi -May 2014
hum ne kaha agar bhool jao hamain tu kamal ho jai,
hum ne tu faqat baat ki aur us na kamal kar diya
dal/alif
Re: Bait Bazi -May 2014
noon
Re: Bait Bazi -May 2014
na ravaa kahiye na sazaa kahiye
**kahiye kahiye mujhe buraa kahiye
kaaf/ye**
Re: Bait Bazi -May 2014
Kal chaudhween ki raat thi, shab bhar raha charcha tera
kuch ne kaha ye chaand hai, kuch ne kaha chehra tera
te/alif
Re: Bait Bazi -May 2014
aap kii berukhii kaa shikavaa kyaa
**dil thaa naapaaidaar tuut gayaa
gaaf/alif**
Re: Bait Bazi -May 2014
Aana to chahiye tha usey aaj shab zaroor,
Aey Qalb-e-beqarar, na aye to kya karoon.*
kaaf/noon
Re: Bait Bazi -May 2014
kash mil jain kabhi yunhi rahon me chalty chalty
larazty honton pe duaoun ka safar jari hy
hy/ye
Re: Bait Bazi -May 2014
Yoon to dunya bhi mukhaalif hai hamari warna,
Rukh badaltey huye dekha hai tumhara hum ne,
noon/ye
Re: Bait Bazi -May 2014
gaaf/alif
Re: Bait Bazi -May 2014
Ae Taqi, Gham nahin yeh jaan rahe ya na rahe,
Paa liya un nighaaon ka ishaara hum ne..
noon/ye
Re: Bait Bazi -May 2014
ya ran nihay bad se chaman ko bachaio
bulbul bohat hy dekh k phulon ko bagh bagh
by/ghen
Re: Bait Bazi -May 2014
**barah-e-raast raabta na mujhse tha qabool unhe,
Likhaa ke khat raqeeb se bulaa liya geya mujhe, **
meem/ye
Re: Bait Bazi -May 2014
*main dhuundhataa huun jise vo jahaan nahiin milataa *
**naii zamiin nayaa aasamaan nahiin milataa
meem/alif**