Re: Bait Bazi - July 2014
Thami hai kalaai un ki ab na choote gi mujh se,
Toot’ti hain choorriyan to tootten ab meri balaa se
seen/ye
Re: Bait Bazi - July 2014
Thami hai kalaai un ki ab na choote gi mujh se,
Toot’ti hain choorriyan to tootten ab meri balaa se
seen/ye
Re: Bait Bazi - July 2014
Thami hai kalaai un ki ab na choote gi mujh se, Toot’ti hain choorriyan to tootten ab meri balaa se
seen/ye
suntey hain ke mil jaati hai har cheez dua se
aik din tujhey maang ke dekheinge khuda se
seen/ye
Haroon Ahmad
Re: Bait Bazi - July 2014
Welcome to poetry section Haroom
ye aalam shauq kaa dekhaa na jaaye
vo but hai yaa Khudaa dekhaa na jaaye
ye kin nazaro.n se tum ne aaj dekhaa
ke teraa dekhanaa dekha naa jaaye
jeem/yay
Re: Bait Bazi - July 2014
jab se bul-bul tuu ne do tinake liye
**tuutatii hai bijaliyaan in ke liye
laam/ye**
Re: Bait Bazi - July 2014
Yeh rakh rakhaao mohabbat sikha gayi usko,
Woh rooth kar bhi mujhse muskuraa ke milta hai
hey/ye
Restored attachments:
Re: Bait Bazi - July 2014
yaar thaa gul_zaar thaa baad-e-sabaa thii mai.n na thaa
laayaq-e-paa-bos-e-jaa.N kyaa hinaa thii mai.n na thaa
tay/alif
Re: Bait Bazi - July 2014
*aaj kii raat bhii guzarii hai merii kal kii tarah *
**haath aaye na sitaare tere aanchal kii tarah
toye/hey **
Re: Bait Bazi - July 2014
Har cheez lota di, hum lay naheeN kuch sath chalay
phir dosh nah daina aay logooN, hum daikh lo khali hath chalay
chay/yay
Re: Bait Bazi - July 2014
Welcome to poetry section Haroom
Thanks Howzat
Ye kahan ki dosti hai ke bane hain dost nasseh
koi gham gusaar hota koi chaara saaz hota
hay/alif
Haroon Ahmad
DET - U.S. Central Command
www.facebook.com/centcomurdu
Re: Bait Bazi - July 2014
*honth jalen yaa siinaa sulage koi taras kab khaataa hai *
**jaam usii kaa jisane tabaan jurat se kuchh kaam liyaa
laam/ye **
Re: Bait Bazi - July 2014
Yay kia k ek jahaan ko karo wakfay eztaraab
Yay kia k ek dil ko shakaba na kar sako
Aasa na ho yay dard banay darde la dawa
Aasa na ho k tum bhe madawa na kar sako
seen/vow
Re: Bait Bazi - July 2014
kaaf/ye
Re: Bait Bazi - July 2014
**hum ashk judaaii ke girane hii nahin dete
bechain sii palaon mein motii se pirote hain
hey/noon**
Re: Bait Bazi - July 2014
Haan theek hai main apni ana’aa ka mareez hoon,
Aakhir mere mizaaj mein kyun dakhhal de koi..
kaaf/ye
Re: Bait Bazi - July 2014
hy/ye
Re: Bait Bazi - July 2014
Hum bohat door nikal aye hain chalte chalte,
Ab theher jaayen kahin shaam ke dhalte dhalte
daal/ye
Re: Bait Bazi - July 2014
*ye kis ne jalwaa hamaare sar-e-mazaar kiyaa *
**ki dil se shor uthaa haaye beqaraar kiyaa
kaaf/alif**
Re: Bait Bazi - July 2014
koii mere dil se poochhe tere teer-e-neemkash ko
ye khalish kahaan se hotii jo jigar ke paar hotaa
hay/alif
Haroon Ahmad
Re: Bait Bazi - July 2014
usii aiik pall kii talaash me jisay log kehtay hein zindgi
teri rehguzer me bikher gain meri umer bhar ki riyazten
rey/noon
jiia ![]()