Re: Bait Bazi - July 2014
pe/re
Re: Bait Bazi - July 2014
pe/re
Re: Bait Bazi - July 2014
Paani sasta hai to phir uska tahaffuz kesa,
Khoon mehnga hai to har sheher me behta kyun hai
hey/ye
Re: Bait Bazi - July 2014
Yeh log koun se manzil KI Baat karty hai
Musafiroo kay liyee Rasta hi kafi hai
Mujhey Bahar Kay Musam Se Kuch Nahi Leena
Tumharien Piyaar Ki Rangeen Fiza Hi Kafi hai
hay/yay
Re: Bait Bazi - July 2014
***Yaqeen us ko nahi aata wazahat main naì karta,
Guzar jaye gi sari umer shayed imtehano mein…
meem/noon
Re: Bait Bazi - July 2014
*mere dil ne kahaa *
*jab se koii milaa *
*chaand taare fizaa *
*phuul bhaunre havaa *
*ye hasiin vaadiyaan *
*niilaa ye aasamaan *
*sab hai jaise nayaa *
**mere dil ne kahaa
kaaf/alif**
Re: Bait Bazi - July 2014
Aik yahe aas he kafe hai mere jeeny mai
dil ma aap dhakty hain mere seeny mai
aap say jo ghao milay dil ko laga lety hain
kitny lazat hai aap ki zaat kay ghum peeny main
meem/noon
Re: Bait Bazi - July 2014
naheeN raha-bar ki kuch parwa hameN, sadqe tasawwur ke y
keh aankheN band karleeN, aur tairey kooche meiN jaaN nikley
Noon/Yay
Re: Bait Bazi - July 2014
*na jaao band kiye aankh raharavaan-e-adam *
**idhar-udhar bhii Khabaradaar dekhate jaao
jeem/vao**
Re: Bait Bazi - July 2014
Woh aaey hain pasheman laash per ab
tujhey aey zindagi laoun kahan sey??
seen/yay
Re: Bait Bazi - July 2014
*ye din bahaar ke ab ke bhii raas na aa sake *
**ki gunche khil to sake khil ke muskuraa na sake
seen/ye **
Re: Bait Bazi - July 2014
Suna hai ghuse mein woh sab torr deta hai,
Mera dil hai uske pass khuda khair kare..
kaaf/ye
Re: Bait Bazi - July 2014
Yeh Judaion ka rastay bari door tak gaye hein
Jo gya woh phir na aya meri baat maan jao
:)
JEEM/VOW
Re: Bait Bazi - July 2014
jaatii hai dhuup ujale paron ko samet ke
**zakhmon ko ab ginuungaa main bistar pe let ke
kaaf/ye**
Re: Bait Bazi - July 2014
yaad usney kiya hai phir shaaid
zakhm risne laga hai phir shaaid
sheen/ daal
Re: Bait Bazi - July 2014
Shaam hi se bujha sa rahta hai
Dil huwa hai chiraaGh muflis ka
kaaf/alif
Re: Bait Bazi - July 2014
Kitabon ki tarah hai woh bhi,
Alfaaz se bharpoor, magar khamosh..
khey/sheen
Re: Bait Bazi - July 2014
shaffaf ho gayeen sabhi oonchi havelian
ik jho'npari ki chat na rahi barishon k baad
bay/daal
Re: Bait Bazi - July 2014
baadal kii tarah aa ke baras jaaiye ik din
**dil aap ke hote hue viiraana huaa hai
hey/ye**
Re: Bait Bazi - July 2014
thy/ye