Bait Bazi -- July 2007

Re: Bait Bazi -- July 2007

400th sheir :~)

Ye aek shab ki mulaaqaat bhi ghaneemat hey
kisey hey kal ki khabar thorri deir saath chalo

"Wao"

Re: Bait Bazi -- July 2007

Weeran khandaroon main ab kia dhoondnay aay ho
Kitna shoor macha tha dil ki basti ujarnay say pehlay

"yay"

Re: Bait Bazi -- July 2007

Ye meri kitab-e-hayaat hey isey dil ki ankh sey parh zaraa
meiN warq warq terey saamney, tery rubaru terey paas hoon

"Noon"

Re: Bait Bazi -- July 2007

Narsaa bakht ka gila kaisa ?
jab safer hi tamam rah main hai
Kab say main nay palak nahi jhapki
Koi justjoo mri nigah main hai

"yay"

Re: Bait Bazi – July 2007

Ye moti to nahiN they jo koi palkoN sey chunta ham aNkh sey tapkey huwey ansooN ki tarhaN heiN

ye

:bobo:

Re: Bait Bazi -- July 2007

Yuun hi mausam kii adaa dekh ke yaad ayaa hai
Kis qadar jald badal jaate hain insaan aanaan

Re: Bait Bazi -- July 2007

Nahi meri nigahoon main koi wuqat sitaroon ki
Ke h hain ab me ri dunia ka chi ragh-e-awaleen aankhain

"noon"

Re: Bait Bazi -- July 2007

Nahi miltay ho mujh say tum to sab hamdard hain meray
zamana mujh say jall jaye agr tum milnay aa jaao

"Wao"

Re: Bait Bazi -- July 2007

Wo jo qurbatain theen kamal ki, wo jo sohbatain theen jamal ki
Wo jo jism -o- jaan kay thay marhalay sabhi bujh gay sabhi mar gay

"yay"

Re: Bait Bazi -- July 2007

Ye Kis Ne Kaha Tum Kooch Karo Baatain Na Banao Insha'Jee
Ye Sheher Tumhara Apna Hai Isay Chhor Na Jao Insha'Jee

'Ye'

Re: Bait Bazi -- July 2007

Ye Safar Bhi Kitna Taweel Hai, Yahan Waqt Kitna Qaleel Hai ..
Tujhey Aitebar-o-Yaqeen Nhi, Nahi Duniya Itni Buri Nahi..
ye

Re: Bait Bazi -- July 2007

Ye Kiya kai wooh jub chahay mujhay cheen le mujh sai
Apney liye wooh shaks tarapta bhi tu daikhoon..

noon

Re: Bait Bazi -- July 2007

Na Jane Kyun Hai Lekin Dekhne Ki Tum Ko Aadat Hai
Meri Ye Be-Wajah Aadat Churha Do Phir Chale Jana

'Alif'

Re: Bait Bazi -- July 2007

Acha Khasa baithey baithey gum hoo jata hoon
ab mein aksar mein nahin rahta tum ho jata hoon
noon

Re: Bait Bazi -- July 2007

naya mausam meree benaee ko tasleem nahin
meree aankhoon ko wohi khawab puraney la dey

ye

Re: Bait Bazi -- July 2007

Ye Uss Ka Tarz-E-Takhatub Bhi Khoob Hai Mohsin
Ruka Ruka Sa Tabassum Khafa Khafa Aankhain

'Noon'

Re: Bait Bazi -- July 2007

Nayay dino kaay liaay neend noochna kesa
Ga'ay dino ke rafakat nay kya dia hai mujhay

ye

Re: Bait Bazi -- July 2007

Yaad-e-Maazi Azaab Hai Ya'Rub
Chheen Le Mujh Se Hafiza Mera

'Alif'

Re: Bait Bazi -- July 2007

Utar paray ho darya main to poochna kesa ?
Kay saheeloo'n say udhar kitna taaz pani hai

ye

Re: Bait Bazi -- July 2007

*Ye saal bhi guzra hey tere piyar ki maanind
jatey huwey kuch aur tha ate huwey kuch aur
*

"Rey"