Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
laam.ye

***Yoon Dil Mein Hai Teri Yaad Jaise
Weerane Mein Aag Jal Rahi Hai,
hey/ye
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
**ye qurb kyaa hai ke tuu saamane hai aur hamein
shumaar abhii se judaai ki sa'atein karnii**
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
Kyaa Kahein Phir Koi Basti Ujdii
Log Kyun Jashn Manaane Aaye
alif/ye
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
Ab k rut badli to khushboo ka safar dekhay ga kon
zakhm phoolon ki tarah mehken ge par dekhe ga kon
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
**nashe mein chuur huun main bhii tumhen bhii hosh nahin
baraa mazaa ho agar thorii duur saath chalo
che/vao**
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
wo door ho to baja tark e dosti ka khayal
wo paas to kab ikhtiyaar apna hai
he/ye
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
REY/YEY
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
http://lovemasti.com/wp-content/uploads/2012/02/log-badl-jate-hain-urdu-shayari-by-Ahmed-Faraz1.jpg
jeem/noon
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
naa jaaney aaj kahan khou gaya sitaara-e-shaam
woh meraa dost meraa hum-safar udaasi kaa
kaaf/alif
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
**kahaa thaa kis ne ke ahad-e-vafaa karo us se
jo yuun kiyaa hai to phir kyuun gilaa karo us se
seen/ye**
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
Ye aur baat ke khud to khizan naseeb rahe
Tujhe to shola e rung e bahar hum ne dia
daal/alif
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
**duniyaa ke tazakire to tabiyat hii le bujhe
baat us kii ho to phir sukhan aaraaiyaan bhi hon
hey/noon**
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
hamen khabar thi shab e hijr tu na aae ga
Khuloos e dil se magar intezar hum ne kia
kaaf/alif
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
**kyaa rukhsat-e-yaar kii gharii thii
hansatii hui raat ro parii thii
tey/ye**
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
tumharey baad kayi haath dil ki taraf baRhey
hazaar shukar girebaan kou hum ney si naa liya
laam/alif
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
Us Hasti Se Jb Tk Koi Baat Nahi Hoti
Din Nahi Nikalta Or Raat Nahi Hoti
Na Ho Wo Khafa Kabhi Usey Kehna..
Bina Usk Tou Mukamal Meri Zaat Nahi Hoti!!
*Tey /ye *
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
Tum sir e rah e wafa dekhte reh jao ge
aur wo baam e rafaqat se utar jae ga
gaaf/alif
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
**avval-avval kii muhabbat ke nashe yaad to kar
bepiye bhii teraa cheharaa thaa gulistaan jaanaan
jeem/noon**
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
Jin ke hum muntazir rehe unko
mil gae aur hamsafar shayad
sheen/daal