Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
**ab ehatiyaat kii diivaar kyaa uthaate ho
jo chor dil mein chhupaa thaa vo kaam kar bhii gayaa
gaaf/alif**

ab ke kuch dil hi na maana ke palat kar aate
warna hum dar-ba-daron ka to thikana tu tha
te/alif
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
**tere hote hue mahafil mein jalaate hain chiraag
log kyaa saadaa hain suuraj ko dikhaate hain chiraag
chey/ghain**
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
Gham e dunia bhi gham e yaar main shamil kardo
nasha baRhta hai sharaben jo sharabon se mile
meem/ye
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
**muntazir kab se tahayyur hai terii taqariir kaa
baat kar tujh par gumaa.N hone lagaa tasviir kaa
kaaf/alif**
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
**muntazir kab se tahayyur hai terii taqariir kaa baat kar tujh par gumaa.N hone lagaa tasviir kaa
kaaf/alif**
kis tarah paya tujhe phir kis tarah khoya tujhe
mujh sa munkir bhi to qail ho gaya taqdir ka
kaaf/alif
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
*aisey chup hain ke ye manzil bhii kaRii ho jaese
teraa milanaa bhii judaai ki ghaRii ho jaisey *
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
Judaayiaan Hon Tou Aisi Ke Umer Bhar Na Milain
Faraib Do Tou Zara Silsilay Barha Ke Mujhe
meem/ye
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
Jashn e maqtal hi barpa na huwa warna hum bhi
pa ba jolan hi sahi naachte gaate jaate
jeem/ye
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
Judaayiaan Hon Tou Aisi Ke Umer Bhar Na Milain Faraib Do Tou Zara Silsilay Barha Ke Mujhe
meem/ye
Main kiya bataoon ke kiyun us ne bewafai ki
magar yehi ke kuch aisa mizaj uska tha
te/alif
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
Main kiya bataoon ke kiyun us ne bewafai ki magar yehi ke kuch aisa mizaj uska tha
te/alif
Titlii ke taaqub mein koi phool sa bacha,
Aesa hi koi khawb hamara bhi kabhi tha,*
tay/alif
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
**aisii kuchh chup sii lagii hai jaise
hum tujhe haal sunaane aaye
alif/ye**
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
Ankh mae ansuuu jarey they per sada tujhe ko na di
Is tawaqu per ke shayad tu palat ker dehkta
Alif
mae khali alif dun gi :p
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
**in nauhaagaron kaa jin ne hamen Khud qatl kiyaa Khud rote hain
aise bhii kahin damsaaz hue aise jallaad bhii hote hain
hey/noon
**
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
Hajoom aisa ke rahen nazar nahin aatin
naseeb aisa ke ab tak to qafila na huwa
he/alif
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
:snooty:
chy.ye
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
Yunhi mosam ki adaa dekh k yad aya hai,,
Kis qadar jald bdal jatay hain insan jaan'an,,
Jeem/noon
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
Jaan se jaana zaroori to nahin,
Aashiqui mein sar to phoota, aur kya,
kaaf/alif
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
kaaf/alif
Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)
***Kon sach kehta hai, sach sunta hai kon,
Main bhi jhoota, tu bhi jhoota, aur kya,
kaaf/alif