Re: Bait Bazi — I-2006
yad kernay say or bhi takleef hoti thi Adm
bhool janay kay siwa koi chara na tha
Re: Bait Bazi — I-2006
yad kernay say or bhi takleef hoti thi Adm
bhool janay kay siwa koi chara na tha
Re: Bait Bazi — I-2006
suljhey suljhey baloon wali larki se main poochoon ga
uljha uljha rehney wala larka kesa lagta hey
Re: Bait Bazi — I-2006
Bisma plz u must follow tha rules of BAIT BAZI.......app ka shair previous shair k akhiri hurf say shoro hona chahiye.......this is the pattern......i hope u havn't make this mistake next time.............have a nice participation..........take care......FE AMAN ALLAH
Re: Bait Bazi — I-2006
So lets start :)
Aur kuch dair na guzray shab e furqat say kaho
Dil bhi kam dukhta hay woh yaad bhi kam aatay hain
Noon
Re: Bait Bazi — I-2006
nazar lagay na kahin us k zoor- e -bazoo ko
ye lug kiun meray zakhm e kuhan ko daikhtay hain
Re: Bait Bazi — I-2006
Na itni taiz chalay,sarphiri hawa say kaho
shajar pay aik hee patta dikhai dayta hay !!
Yay
Re: Bait Bazi — I-2006
**yaad_e_Maazi azaab hai Ya Rab
cheen Ley mujh sey Hafiza mera**
Alif
Re: Bait Bazi — I-2006
Ankhen to pyaar mein dil ki zuban hoti hai
sachi chahat tau sada bezuban hoti hai
pyaar mein dard bhi mile to kya ghabrana
suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai....!
Re: Bait Bazi — I-2006
yehi bahut hai keh kaaim raha wafa ka bharam
koi kisi ka huwa umar bhar kaliye
"Yay"
Re: Bait Bazi — I-2006
yehi bahut hai k dil us ko dhond laya hai
kisi k saath sahi wo nazar tu aya hai
Re: Bait Bazi — I-2006
**
Yehi nahiN keh mujhey uss ne dard-e-hijar diya
judaiyooN ka diya hay jawab mein ne bhi
khizaaN ka waar bohat kaargar tha dil pe magar
bohat bacha ker rakha ye gulaab mein ne bhi
**
Re: Bait Bazi — I-2006
Ya Rab Mujhey zamana mita'ta hai kis liye
Loh_e_jahan pey harf_e-mukarar nahi hon main
Noon
Re: Bait Bazi — I-2006
nerm lahjay mai wo kuch tu kahay k laut aye
samaaton ki zameen pay phuwar ka mausam
"meem"
Re: Bait Bazi — I-2006
Main apni zaat main neelaam ho raha hoon Qateel
Gham e Hayaat say kah do khareed la'ay Mujhay
*Yay"
Re: Bait Bazi — I-2006
ye kaisy faislay hotay hain upper??
jo neechay ahed saray toot tay hain
khushi k mor per hi kio ye akhir??
humaray khwab saray toot tay hain
"noon"
Re: Bait Bazi — I-2006
Nasb hotay hain sarhaanay a'ey din kutbaay na'ey
Khwahishoo'n ki qabar,khwaboo'n ka kafan hum ko mila
Alif
Re: Bait Bazi — I-2006
apni her sans ko hum teri sada kerdain gay
is qadar chahian gay tujh ko k khafa kerdain gay..
"yay"
Re: Bait Bazi — I-2006
yaklakht gira hai to jarien tak nikal aayin
jis pear ko aandhi mein bhi nahin dekha
"alif"
Re: Bait Bazi — I-2006
**
Ik umar se hum uss ki tamanna maiN haiN bay-khuaab
woh chaand jo aangan maiN uterta bhi nahiN hay
iss umar kay sehra se teri yaad ka baadal
Talta bhi nahiN aur barasta bhi nahiN hay
**
Re: Bait Bazi — I-2006
yoon di wafa mein jaan keh Qatil tamaam umar
dil ki adalatoon mein saza dhoondta raha
Alif