*Yaad kiya aayi keh roshan ho gaye aansoo kay ghar
JungaloN meiN shaam utri jal uthay jugnoo kay ghar *
*RafaQato`N ke naye khwaab khushnuma hien lekin
Guzr chuka hai tere aetbaar ka mosum *
?![]()
ab bass kar doo ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
*RafaQato`N ke naye khwaab khushnuma hien lekin
Guzr chuka hai tere aetbaar ka mosum *
[/QUOTE]
*mere aankhon mein ab bhi useeki jhalak hai
maine aaine mein aaj phir maahtaab dekhaa hai *
Ye kasak dil ki dil mien chuppi reh gayee
Zindagii mien bus tumharii kamii reh gayee
Ik mae ik tum ik deevaar thee
Zindagii aadhii adhii batii reh gayee
Yun hi zara khamoosh rehne lagay hain hum
Logoon ne kaise kaise fasaanay bana leeyey ...
Next: Ye
Ye udaasiyaan na saja sako`N kabhii jism-o-jaan ke mazaar per
Na diye jalayien merii ankh mien mujhe itnii sakht saza na de
Yeh ilm ka sauda yeh kitaabain yeh risaalay
Faqqat ek shaks ki yaadoon ko bhulaane ke leye hain ...
Next: Noon
Naye daur k naye khwaab hien naye mosumoN k gulaab hienN ke chiraagh hien inhien nafrato`N ki hawa na de
Ye mohabbato
Yun tanhai mein hum dil ko saza dete hain
Naam likhte hain tera likh kar mita detay hain
Jab bhi koi nakaam muhabbat ka zikar karay
Log hans detay hain mera naam bata detay hain ...
Next: Noon
naam tera sabse upar ho ~Waseem~
jab kahin dard ke kharidaron ki baat ho
Woh meray ho ke bhi meray na huway
Un ko apna bana ke dekh liya
Aaj un ki nazar mein kuch hum ne
Sab ki nazrayn bacha ke dekh liya
Faiz takmeel-e-gham bhi na ho saki
Ishq ko aazma ke dekh liya
Aaj uss nay dard bhee apnay alahda kar liyee
Aaj ma roya to maray saath wo roya na tha...
Next: Alif
aankhein bhi wahe hain to daricha bhi wahe hai
aur souch kay angan mein utarta bhi wohe hai
jis na meray jazbaton k sadaqat ko na jana
ab mere rafaqat ko tarsta bhi wohe hai
:yeh:
Ye din bhulata nahi hai mohebbetein uss ki
PaRi hovi theen mujhey kitni aaduttien uss ki
mera sara safar uss ki khushboo main kata
mujhey tou raah dikhaati theen chahtien uss ki
ye bhi sach hai ke ishq sabhi ko hota hai,
sabhi ka magar 'majnoo' sa imtehaan nahin hota.
*Ik Qiyamat ki larkeerien mere chehre per sajeen
Ik mehshar mere ander se utha tere baad *
Dil ke toot jaanay per ab malaal kya karna
Patharoon ki basti mein aaenaay tu tootenge
Yeh soch kar ke humare bhi paristar aa gaye
Hum le ke shairi ka an(m)baar aa gaye
Ek Ek saans meray liya qatal gaah thi
Mera gunaah ye tha k main be-gunaah thi
Main tu chaati thi k rooh usay sonp do mager
Us aadmi ki sirf badan per nigah thi