yeh chaltay hain yoo(n) akar akar, keh goyaa in kay hain behr aur bur,
paray hai(n) aisay samajh pay pathar, kay sharm hai kuch na kuch hayaa hai!
( by Mirza bashir-ud-din Mehmood)
(ye)
yeh chaltay hain yoo(n) akar akar, keh goyaa in kay hain behr aur bur,
paray hai(n) aisay samajh pay pathar, kay sharm hai kuch na kuch hayaa hai!
( by Mirza bashir-ud-din Mehmood)
(ye)
.
[This message has been edited by someone else (edited 09-02-98).]
Yadoo Ki Ghani Chhaou bhi Rukhsat Hoi Ghar Se
Ek Aur Safar Ke Liye Laot Aao Safar Se
(ye)
Yaad aya tha becharrna tera
Phir nahi yad keh kia yad aya
uth ker to a gaey hain teri bazm say magar
kuch dil hi jaanta hay keh kis dil say aey hain................................................................................................................................................................................
nahee(n) minnat-kash-e-taab-e-shaneedan daastaa(n) meri,
khamoshi guftugoo hai, bay-zubani hai zubaa(n) meri
Yahi nahi keh faq't maiN hi chakna choor hova
Usse bhi Thais lagi thi bekhar gia woh bhi
Re: BAIT BAAZI PART IV
Aur badh jaati hay bhooli hui yaadon ki kasak
Eid ka din to faqt Zakhm haray karta hay
Re: BAIT BAAZI PART IV
Toot ke bikhra tha agar wo bhi meri tarha
Kuch tu bhooj us ki palkoon ne bhi uthaya hota
Re: BAIT BAAZI PART IV
Ek din wo meray aib ginwanay laga Faraz
Jab khud hi thak gaya to mujhay sochna para
Friend4u4ever
Re: BAIT BAAZI PART IV
Itna Qareeb AAO k jee bhar k daikh loon !!
Shayad k phir milo to yeh Zauq e nazar na ho
(wow)
Re: BAIT BAAZI PART IV
Behtareen precious,
Friend4u4ever
Re: BAIT BAAZI PART IV
Wo to wo hay tumhain ho jaay gi ulfat mujh se
Tum ik nazar mera mehboob e nazar to dekho
Friend4u4ever
Re: BAIT BAAZI PART IV
thanx janab ![]()
Re: BAIT BAAZI PART IV
daikhtay hain ![]()
Woh to kuch ho hee gaee tum say mohabbat warna !!
Hum woh khudsar hain k khud apni tamanna na karain
Re: BAIT BAAZI PART IV
Na dekha jaan ker us ne koi sabab hoga
Isi khyal se hum jee bura nahi kartay
Ranaai e khyal
Re: BAIT BAAZI PART IV
As this is Very Old Thread.. So I will Go with My Own :)
Ye Kia ke Dil ko Sare Aam Bechnay Aye
YahaN Bikay ga tera Pyar KooRiooN ke daam
Issi Dagar pe Chalogay tou Hosh Kho dogay
Magar Milayga Na Saqi ke Haath ka Ikk Jaam
(Golden)
Meem...
Re: BAIT BAAZI PART IV
Milti hi nahi us ko mulaqat ki rahain
Aur mujh ko na milnay ka bahana nahin milta
Friend4u4ever
Re: BAIT BAAZI PART IV
uss ki muthi mein bohat roz raha mera wajood
Meray sahir say kaho abb mujhay azad karay
Re: BAIT BAAZI PART IV
yoon na mil mujh say khafa ho jaysay
saath chal mauj e wafa ho jaisay
log yoon daikh k hans daytay hain
tu mujhay bhool gayaa ho jaisay....:)