Bait Baazi Month Of October 2009

Re: Bait Baazi Month Of October 2009

Ay ishk tu ny aksar komon ko kha k chora
jis ghr sy sr uthaya usko bitha k chora
(haali)

Re: Bait Baazi Month Of October 2009

Azmaon May Bhi Ab Tujh Ko Zara
Zindagi Tu Nay Mujhay Jancha Buhat...

Re: Bait Baazi Month Of October 2009

Tu bhi kuch aur aur hai ham bhi kuchh aur aur hain
jaane wo tu kidhar gaya jaane wo ham kidhar gaye

Re: Bait Baazi Month Of October 2009

Yeh mere dil ko chain kyun nahi aata Ay Khuda
Kia wo ek hi shakhs tha Zamanay main ?

Re: Bait Baazi Month Of October 2009

***Neele rang men doobi ankhen khuli pari thin sabze par
aks paraa tha aasman ka shaayad is paimaane men


Re: Bait Baazi Month Of October 2009

Nasih na kr nhi nhi ye wkt nhi hy nhi ka
tri iss nhi nhi ny mjy chora nhi kahin ka

Re: Bait Baazi Month Of October 2009

Aur sab ki hikaayaten keh den
baat apni kabhi kahi na gai

*ye diin bahaar ke ab ke bhii raas na aa sake
kii Gu'Nche khil to sake khil ke muskuraa na sake *

Re: Bait Baazi Month Of October 2009

Ye zakhm hain un dinon ki yaden
jab aap se dosti bari thee

*ye shabanamii lahajaa haii aahiistaa Ghazal pa.Dhnaa
titallii kii kahaanii hai phuulo.n kii zabaanii haii *

Re: Bait Baazi Month Of October 2009

yeh jo raig-e-dasht-e-firaq hai
yeh ruke agar to nishan mile
k jo faslon ki saleeb hai
yeh gari hui hai kahan kahan

Re: Bait Baazi Month Of October 2009

nikala ham ko jannat se faraib-e-zindagi de kr

diya phir shauq-e-jannat kion, yeh harani nai jati

Re: Bait Baazi Month Of October 2009

Yahi bohat he ke dil usey dhoond laya he
kisi ke saath sahi wo nazar to aya he

*ye jo haii hukm mere paas na aaye ko_ii
is liiye ruuTh rahe hein ke manaaye ko_ii *

Re: Bait Baazi Month Of October 2009

Ye bhi andaaz hamare hen tumhen kia maloom
hum tumhen jeet ke haare hen tumhen kia maloom

*muntazir kab se tahayyur haii terii taqariir kaa
baat kar tujh par gumaa'N hone lagaa tasviir kaa *

Re: Bait Baazi Month Of October 2009

Uthen gay ahi aur bhi toofan mere dil se
dekhon ga abhi ishaq ke khawab aur zayada