Re: Bait Baazi Month Of March 2010
Mujhe maloom hai uska thikana phir kahan hoga
parinda aasmaan chhu'nay main jab nakaam hojaye
ujalay apni yado'n ke hamaray sath rehnay do
na'janay kis gali main zindagi ki shaam ho jaye
'Ye'
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
Mujhe maloom hai uska thikana phir kahan hoga
parinda aasmaan chhu'nay main jab nakaam hojaye
ujalay apni yado'n ke hamaray sath rehnay do
na'janay kis gali main zindagi ki shaam ho jaye
'Ye'
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
ye jo chaahatoN ke bazaar heiN yahaaN bik raha hey sabhi magar
yahaaN kon ley ga wafaa ki jins, bhala kya miley ga nafaa mujhey
ye
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
yeh baat ajeeb sunatay hoo, woh duniya say bay'aaas howay
ik naam suna aur ghush khaya, aik zikar pay aap udaas howay
yey
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
ye ajeeb khel hai ishq ka mainay aap dekha ye moj'za
wo jo lafz mere gumaan main thay, wo teri zubaan pe agaye
'Ye'
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
^ post ho chuka sir ji : )
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
yeh aur baat kay milna nahi hay mumkin abhi
magar kabhi na milo zeest main, aisa bhee nahi
ye
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
Yunhi Mausam ki adaa dekh ke yaad aaya hai
kis qadar jald badal jatay hain insaan janaan..
'Noon'
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
^ hahahah redi yeh bhi post ho chuka hay : P
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
![]()
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
^ rotay q hain, google hay na : p
aankhoN sey keh kar jaaney kya, wo chala gaya Khamoshi say
uljhay huway un masloN ko, suljhaatay rahay hum kitni der
ray
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
i have changed it :(
^ rotay q hain, google hay na : p
aankhoN sey keh kar jaaney kya, wo chala gaya Khamoshi say uljhay huway un masloN ko, suljhaatay rahay hum kitni der
ray
i dont google.. main to soch soch k likhta hoon :)
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
hahahahahaahhaahah man, its not ur day : D
ye bhi post ho chuka hay
zyada na socha karain, pait main dard ho jayega
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
magar sochnay se mere gittay dukhtay hain :p
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
Ranjish hee sahe dil ko jalaanay k ley aaa
aa phir say mujhay chor jaanay k ley aa
alif
redi > sooch sooch ker mere shair to YEY or noon say khatam ho gayee
is ley gitton ko taqleef na do idher udher say chur lain : D
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
Ik ajab shor sa bapa hai kaheen
Koi khamosh ho gaya hai kaheen
'Noon'
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
^ jee nahi pehlay mian post ker chukee : P
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
lagta hay aap is hee thread main "sochnay" lagay hain : p
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
i changed it ![]()
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
nahi mil raha hay yahaaN kahein meri zaat ka hi nishaaN mujhay
sun aey justuju, day jawaab tu ley aai hay ye kahaaN mujhay?
ye