Yahan ik lamhey ke parraao mein mere saare phool jhulas gaye
Ab jahan talkhiyon ki tapish na ho, mujhe uss fiza ki talaash hai
"yeh"
Yahan ik lamhey ke parraao mein mere saare phool jhulas gaye
Ab jahan talkhiyon ki tapish na ho, mujhe uss fiza ki talaash hai
"yeh"
Re: Bait Baazi Month Of July 2010
Yeh rasm-e-bazm-e-fana hai ay dil gunah hai jumbish-e-nazar bhi
Raheygi kya aabroo hamaari jo tu yahaan beqaraar hoga ...
"Alif"
Re: Bait Baazi Month Of July 2010
Yak been teri nazar sift-e-aashiqaan-e-raaz
Meri nighaah maaya-e-aashob-e-imteyaaz ...
"Zee"
**isii kuuche mein kaii us ke shanaasaa bhii to hain
vo kisii aur se milane ke bahaane aaye
**
Re: Bait Baazi Month Of July 2010
Yaad bhi uski yeh kehti huwi dil se nikli
Aisi ujri huwi basti mein bhala kya rehna ...
"Alif"
Re: Bait Baazi Month Of July 2010
*Ehasas-e-muhabbat k liay buss itna hee kaafi hai
Tere baghair bhi tere saath rehta hun....!!!!
*
Noon
Na mery qalam sy likhe gae na mere zaban sy ada hoe
jo nazr sy khny ki bat hai kise hurf main na sama'ay ge
koi phool chunta ha kis liay koe dhool hota ha kis liay
yay waqt waqt ki baat hai tujhay zindage bata'ay ge
"yeh"
Re: Bait Baazi Month Of July 2010
Yeh wafa to un dinon ki baat hay "Fraaz"
Jab makaan kachy or log sachay hoa krty thy......
YEH
Re: Bait Baazi Month Of July 2010
Yunhi mausam ki ada dekh kar yaad aaya
Kis qadar jald badal jatay hain insaan Jaanaan ...
"Noon"
Nahi miltay ho mujh say tum to sab hamdard hain meray
zamana mujh say jall jaye ..agar tum milnay aajaao ...
'wow"
Re: Bait Baazi Month Of July 2010
Wohi hijaratton ke dard wohi raastoon ki gard
Haan kategi ab yunhi meri jaan aur baat kar ...
"Ray"
rukeyy tu chand, chaley tu hawaoon jaisa hai
wo shakhs dhoop ma dekho tu chaoon jaisa hai
"yeh"
Re: Bait Baazi Month Of July 2010
Yun na khench apni taraf mujhe be-bas kar ke
Kaheen aisa na ho khud se bhi bichar jaun aur tum bhi na milo ...
"Wao"
woh mil gaya hai to kiya qisa-e-faraq kahain
khushi kay lamhoon ko yuoon bay maza nahi kertay
"yeh"
Re: Bait Baazi Month Of July 2010
Yehi behtar hai ke begaana-e-ulfat ho kar
Apne seenay mein karun jazba-e-nafrat ki talaash ...
"Sheen"
shikayatain bh thi osy to sirf mery khaloos se faraz
ajab tha wo shakhs meri aadatain na samajh saka
"alif"
Re: Bait Baazi Month Of July 2010
Us ki halat se yeh andaaza lagaya mein ne
Duniya waloon ka sataaya hai muhabbat ka chiraag ...
"G"
ghairoon se kaha tm ne,ghairoon se suna tm ney
kuch hm se kaha hota, kuch hm se suna hota....
"alif"
Re: Bait Baazi Month Of July 2010
iss qadar musalsal theen shiddatain judai ki
aaj mainay pehli baar, uss se be'wafai ki
'Ye'
Re: Bait Baazi Month Of July 2010
Yeh aarzoo bhi bari cheez hai magar hamdam
Wisaal-e-yaar faqat aarzoo ki baat nahe ...
"Noon"