Re: Bait- baazi May 2012
Yahan kisi sae umeed-e-wafa na ker kosar,
Yehi sumjh lae K yeh dor pataron ka hai
Re: Bait- baazi May 2012
Yahan kisi sae umeed-e-wafa na ker kosar,
Yehi sumjh lae K yeh dor pataron ka hai
Re: Bait- baazi May 2012
[quote="Khalil KhaaN FaaKhta, post:28485, topic:129747"]
qaroobiyaan kia hotaa hai? :(
angels(farishtae)
Re: Bait- baazi May 2012
[quote="Khalil KhaaN FaaKhta, post:28485, topic:129747"]
qaroobiyaan kia hotaa hai? :(
angels(farishtae)
[/QUOTE]
oh achchhaa...but, never heard of this word before...thanx :)
Re: Bait- baazi May 2012
me ne bhi:bummer:
urdu mi kese likhen gey???
Re: Bait- baazi May 2012
salam :)
Re: Bait- baazi May 2012
ye judaion kay rastay bari door tak gaye hain
jo gaya wo phir na aaya meri baat maan jao
Re: Bait- baazi May 2012
**voh bolta hay na dil main utarta hay mujhay
hamesha maar mohabat ki marta hay mujahy
meem/ye**
Re: Bait- baazi May 2012
mujhy yi tuhfa suze sukhan! tujhi se mila hi
gham- ey hayat tera shukria zaruri hi:biggthumb:
hey/yey
Re: Bait- baazi May 2012
Hum ko shikwa nahin hai yaaron se
Dard dena bhi rasm e yaari hai ...
Re: Bait- baazi May 2012
Hum ne hans hans ke bhar ahl e wafa ka rakha ![]()
Hum bhi ro dete agar ishq main jhoote hotay ![]()
Re: Bait- baazi May 2012
***Har nafas muKhtalif, har fard juda, shauq juda*
**Dil se milta huwa dil Dhoondhna kitna mushkil
meem/laam****
Re: Bait- baazi May 2012
Lafzon se khailne ki zaroorat nahi tujhe
Saada dilon k saath ye fankariyaan na kar
Re: Bait- baazi May 2012
raat yuun dil main teri khoi huee yaad aai
jesay weeranay main chupkay say bahar ajaye
jesay sehraon main holay say chalay baad e naseem
jesay beemaar ko baywajha qaraar ajaye
Re: Bait- baazi May 2012
***aap jaate to hain is bazm mein lekin "Shibli"*
**haal-e-dil dekhiye izhaar naa hone paaye
pey/ye****
Re: Bait- baazi May 2012
Preshan Raat Ho Jaye, Jo apni Dastaa'n Keh doon...
Main chup reh kar 'Shab-e-Tareek' pey Ahsaan Karta hoon
Re: Bait- baazi May 2012
**hum se majburo ka ghussa bee ajab baadal hai
jo apne hi dil se uthe apne hi dil pe barse
bey/ye**
Re: Bait- baazi May 2012
Buht hi mudat k baad kal jab,kitab-e-maazi ko meine khola
buht se chehray nazr mei utray,buht se namoon pe dil paseja
Re: Bait- baazi May 2012
**اس نے بس مسکرا کے دیکھا تھا
کھل اٹھی ساری کائنات مری
meem/ye
**
Re: Bait- baazi May 2012
Ye dard-e-mohbt k qissey
Ye tarz-e-taghafful k shikwe
Tum ro k zuban par latey ho
hum hans k guzara karte he
Re: Bait- baazi May 2012
***har taraf ziist kii raahon mein karii dhuup hai dost*
**bas terii yaad ke saaye hain panaahon kii tarah
tey/hey****