Re: Bait Baazi --- February 2011
**aag puurii kahaan bujhi hai abhi
diida-e-tar mein tishnagi hai abhi
"yey"
**
Re: Bait Baazi --- February 2011
**aag puurii kahaan bujhi hai abhi
diida-e-tar mein tishnagi hai abhi
"yey"
**
Re: Bait Baazi — February 2011
Lovely :k:
**Ye jaan kar bhi ke donoN ke raaste the alag
ajeeb haal tha jab uss se ho rahe the alag **
“Gaaf”
Re: Bait Baazi --- February 2011
Thank you Amal
**Gazab kiyaa, tere vaade pey aitabaar kiyaa
tamaam raat qayaamat kaa intezaar kiyaa
hansaa hansaa ke shab-e-vasl ashk-baar kiyaa
tasalliyaan mujhe dey dey ke beqaraar kiyaa
"alif"
**
Re: Bait Baazi --- February 2011
ashk ankhon main kab nahin ata
lahu ata hai jab nahin ata
"alif"
Re: Bait Baazi --- February 2011
Ab terey zikr pe hum baat badal detey heiN
kitni raghbat thi terey naam sey pehley pehley
"Ye"
Re: Bait Baazi --- February 2011
ye jo hai hukm mere pas na aye koi
is liye ruth rahe hain k manaye koi
"yey"
Re: Bait Baazi --- February 2011
*Yaadon ke dareechon ko zara kol ke deko
hum log wahee hain ke nahee bol ke deko *
"Wao"
Re: Bait Baazi --- February 2011
Woh dil hi kaya jo tere milne ki dua na kare
main tujh ko bhool ke zinda rahoon Khuda na kare
"yey"
Re: Bait Baazi --- February 2011
*Ye ghurbataiN meri ankhoN meiN keisi utri heiN
ke khwaab bhi merey rukhsat heiN rat'jaga bhi gaya
*
"Alif"
Re: Bait Baazi --- February 2011
aj unhen khuch is tarah se ji khol kar dekha kiye
ek hi lamhe mein jaise umr bhar dekha kiye
"yey"
Re: Bait Baazi --- February 2011
Yeh prem katha bhi kehlein gey.. JuzboN ki koi zubaaN tou ho **
** Yeh raam kahani sunnay ko basti mein koi insaaN tou ho **
** Is Sheher e dil k loug yahan ab shaam dhalay so jaatay heiN
** Yeh deep jalayein kiske liye is ghar maiN koi mehmaaN tou ho**
** wao''**
Re: Bait Baazi --- February 2011
*wo'hi qaafle' wo'hi raaste' wo'hi zindagii wo'hi marhale
magar apne apne maqam par kabhi tum nahi kabhi ham nahi
*
Re: Bait Baazi --- February 2011
<!--[if gte mso 9]>
jo nazar se kehne ki baat hai , kisi harf me na samaey gi*
*ye''
*
Re: Bait Baazi --- February 2011
*Ye ghurbataiN meri ankhoN meiN keisi utri heiN
ke khwaab bhi merey rukhsat heiN rat'jaga bhi gaya
*
"Alif"
Re: Bait Baazi --- February 2011
<!--[if gte mso 9]>
ham ney apney armaanoN ko kis miti main bona hey
ye''
**
Re: Bait Baazi --- February 2011
**ye haadasaat jo hain iztaraab kaa paigaam
ye haadasaat hii aayenge saazagaar mujhe
"ye"
**
Re: Bait Baazi --- February 2011
**Ye Maujza Bhi Mohabbat Kabhi Dikhaye Mujhey
Ke Sang Tujhpe gire, aur zakhm aye mujhey
Main apni zaat mein nilaam ho raha hoon kabsey
Gham-e-hayat se keh do khareed laye mujhey
ye''
*<!--[if gte mso 9]>
Re: Bait Baazi --- February 2011
**yeh karen yaa voh karen aisaa karen vaisaa karen
zindagi do din kee hai do din mein hum kyaa kyaa karen
"noon"
**
Re: Bait Baazi — February 2011
**nigahain bolti hain baytahasha…
muhabat pagloon ki guftagu hai…
![]()
**
Re: Bait Baazi — February 2011
Amazing ![]()