...Badshah Salamat/Shikra... [Merged]

ek aur lathi tohfae main deying

:shikra:chalnaymain asani hogi

is pe heeray jarhay hue hain

Re: …Badshah Salamat/Shikra… [Merged]

Adaab flooder-e-Azam :blush:

baadshah salamat humain majboor na karin kay hum tamam adaab balaai taaq rakh kar woh laathi aap per tor dain :emmy:

ghazal kay badlay munh manga inaam daina baadshahon ka shaiva hai aur main nain ooper aap say aik kaneez ki darkhwast ki hai

agar aap inaam nahin dain gey to hum aap ki hijv likhain gey :naraz:

Ziadat bhi matt sharmaao, udhar badshah salamat janu jia k saath doosri thread mein chakkar chala rahey hain :smack:

itna hum pe zulm nakar ghalib

ke khud tujh par zulm ho jae:shikra:

:hmmm: to kaneez ki talab hai aap ko

sipahiyo rukhsar bano ko inki khidmat main de diyajae.unkay kaan main zara uncha bolna ab burhapay main kam sunti hain,:o

:ghalib sahab wo aap hi ki umer ke hain

Adaab adaab:jano:

kya mizaj hain aap ke

Re: …Badshah Salamat/Shikra… [Merged]

Adaab Shikra :blush:

kitni teiz nazar hai aap ki:hmmm:

Re: ...Badshah Salamat/Shikra... [Merged]

Flooder: Ache mizaaj hain

Hi Aish :blush:

Dimagh bhi tez hai badshah salamat :salute:

:jano: aap ne hamari mizaaj pursi nahi ki

hamari umer ki hain to theek hai laiken hum to abhi bamushkil jawan hovay hain aur aap unhain boorhi bata rahy hain phir wo hamari hum umer kaisy hoin… humain jawan kaneez chahyie jo hamari khidmat kary na kay aisi kaneez jis ki humain khud khidmat karni pary

magar hum say kisi ka koi mukabla nahi

hamari akal mandi ke sab daad dete hain:shikra:

wah sahib… humain adaab kehtay hovay kaya zubaan jalti hai?

wo aap ko maan ka pyar dein ge.waisay bhi aap abhi doodh peetay noujawaan bachay hain jis ko baray ho kar is mulk ki khidmat karni hai:shikra:

adaaab:aq:

Badshah Salamat, aap ki pur-kashish sakhshiyet k saath kisi ka mawazna nahi kiya jaa sakta :salute:

Naam k aagey sey CHACHA hata lein, aapko bhi adaab kar ley gee :smiley:

Re: …Badshah Salamat/Shikra… [Merged]

bas to phir tay hai kay hum aap ki hijv likhain gey aur usay gapistan kay konay konay main shaya karin gey ta kay logon ko aap ki kanjoosi aur sangdili ka ehsaas ho

Hi salman :blush:

Adaab Chacha Ghalib :blush:

aap say nahin kaha tha

amma laiken chacha say hi adaab kehna banta hai… baaqi london laparon say to az-rah-e-tafannun keh rahi hain