...Badshah Salamat/Shikra... [Merged]

unko ghazal sunanay ka keh kar saza de di hai hum ne:o

Jee behtar. Mein zara biryani thons kar aaya :yummy:

main nain kabh kaha aap aqalmand hain? main nain to sirf ye kaha hai kay aqalmand kay liye ishara kaafi hota hai… to aap ko poochnay ki zaroorat kyon paish aai?

kaya sunain?

:aq: bhokay insaan ko kali kothri mainn saday basi chawal bhi biriyani hi lagtay hain

aap hemein dekh kar itna mukurati kyun hain:hmmm:

shikra pe ek ghazal:shikra:

Re: …Badshah Salamat/Shikra… [Merged]

**:aj: AZAM KE BUCHE TUMHARI HIMAT KESE HOI :mad: **

ab ase bat nahi ker sakti na apse :slight_smile: apki jagah kuch aur he mere dil me :slight_smile:
muskurahat tu aik bahana he hum tu apki nazron me apne apko dekhna chahte hein…:slight_smile:
:slight_smile:

Re: ...Badshah Salamat/Shikra... [Merged]

badShah Salamat.. kabhi aap time par sooTai bhi hain.. :ASA:

Re: …Badshah Salamat/Shikra… [Merged]

how dare u ask qs from BADSHAH dun u know who he is :aj:

:blush: aap jaisay marzi bolien jab bhi aap bolti hain humein sharama ati hai

:shikra:Abba huzoor humein neend kahan aae gi,kandhoon pe itni zimmedari hai mere

badshah salamat asal mai MAlka-e-Aliyah hain.. :shikra:

abba huzoor aap neend main barbara rahe hain

araam farmiaiye:shikra:

Re: ...Badshah Salamat/Shikra... [Merged]

jab tak NICK flooder e azam he woh HE hein alya tab hein jab woh alya ke nick se ein :p

azam g...ap jo kahin ap ladak pan me jo kehte hein hume bhi bohet pasand he...
ab hume tashref le jani chaye yahan se q k hume apn husn ko nikharna he humare **MIJAZI Ikhuda **ate honge

Re: …Badshah Salamat/Shikra… [Merged]

ji hum abhi atay hain:blush:

Aalijah, aap azeem hukamraan hain. Aap apney qaidiyon ko bhi biryani khilatey hain aur unki sehat ka khayal rakhtey hain :salute:

Badshah salamat raat ko apney baagh ki gauDi kartey hain aur din mein hukamraani :shikra:

lain ji haazir-e-khidmat hai… fil-badeeh aur garma garm :smiley:

shikra hai gupshup ka aik phoond
milna ho usko to cafe main dhoondh

banaya gaya jisko dobaara mod
mili ussko subsay zayada maiaad

cafe ki rounaq hai uss nain barhaai
sharart na karna warna warning aai

shah say aaj kal hai karta wo shughal
muamlaat main unn kay hota hai mukhal

kis din jo aya shah ko jalal
nocha phiray ga wo phir apnay baal

issi per main karta hoon ab ikhtamaam
farigh nahin, mujh ko lakhon hain kaam :snooty:

hahahahahahahahahahahaha :rotfl:

Excellent chachah jaan :salute:

Re: …Badshah Salamat/Shikra… [Merged]

adaab arz hai :smiley:

iss kay badlay main baadshah salamat say aik kaneez ki darkhwast hai… inayat farma kar mamnoon karin :shikra:

Re: ...Badshah Salamat/Shikra... [Merged]

Ghazal itni achi thee k mein aapko apni kaneez baantney ka hargiz nahi kahoonga aur na hi uski hawa lagaaney ka :D

Re: …Badshah Salamat/Shikra… [Merged]

ab baadshah salamat kidhar chaly gai :naraz:

puraany zamany ki tarha ghazlain sunany ka to shouq hai per ye nahin maloom kay tab kay baadshah hazrat inaam bhi diya kartay thy

bohat khoob bohat khoob:shikra:

enaam main ek lathi deying