amma sharm karo ![]()
ab jawan jahan larkay baadshah salamat ki goud main bathain to aik to logon ko ghalat khayalaat aain gey doosray baadshah salamat ki taang waghaira bhi toot sakti hai
amma sharm karo ![]()
ab jawan jahan larkay baadshah salamat ki goud main bathain to aik to logon ko ghalat khayalaat aain gey doosray baadshah salamat ki taang waghaira bhi toot sakti hai
sari kaneezein aap rakhein ge to hum yahan murabba banaein ge beth kar?:aq:
ap ka bhi juwaab nahi hai
aur gode hum nahi le saktay..baap aur beta ek umar ke hoon ge to hamari awam kya kahe gi:aq:
suneein hai , aaj is par yakeen bhi ho gea:shikra:
dun worry … I am khud kafeel in having chamchays … you know it ![]()
carry on… See you there :-p
Mujhe badshah salamat ki gaud mein bethney ka shauq bhi nahi, yeh mausoof chust pajama pahen kar rakhtey hain ![]()
Chalein phir aap mujhe wazeer wagera hi rakh lein, mein pakorey deliver kar aaya karoonga ![]()
Re: …Badshah Salamat/Shikra… [Merged]
mulk ne waqai tarakki kar li hai
pakooroon ka to pata nahi par hum chatni achi banatay hain:shikra:
bana ke dekhain aap ki:aq:
Aalijah aap tou foran ghussa kar jaatey hain
Chalein aayen chal kar baagh mein chehal qadmi kartey hain.
HYE ALLAH MAR JAON GUDH KHAKE… kon he woh bud naseb ![]()
shikoo/… ache mood me ho islie poorane doston ko bhula dia
jao jake meri awaz suno voice gall me
humein naam lete hue sharam aati hai:blush:
bhaag main to hum sirf malika aliyah ke shaath chaltay hain:shikra:
mairy khayal main baagh aap hazraat ki ‘chehal’ qadmi ka mutahammil nahin ho sakta… hathyon ki larai main nuqsaan bahar soorat ghaas ka hi hota hai
Chalein aap malika k saath chale jaaein, merey saath aik aadhi kaneez rawana kar dein ![]()
Aap ka kahney ka matlab hai k hamarey badshah salamat aik haathi hain ![]()
Re: ...Badshah Salamat/Shikra... [Merged]
kon malika azam huzoor......
Re: …Badshah Salamat/Shikra… [Merged]
:aq: tu ph CALL q nahi ki pm q nahi kia mail q nahi ki ![]()
aqal mand kay liye ishaara kaafi hai… aur saath main aap ko bhi shaamil kiya tha main nain
aap nahin hain iss liye be-fikar rahin
pehli shaadi khumar say hui thi hamari magar ab wo is shaadi ko shadi nahi mannti:hinna:
gustakh!!!
ab ek kya adhi kaneez bhi na mile gi
Phone bhi kar sakta hoon, PM bhi kar sakta hoon, lekin mail kaisey karoon
or you mean e-mail? ![]()
Mujhe aqalmand kahney ka shukriya chacha jaan ![]()
Badshah salamat aap biryani tanawal farmaaein gey kia?
Aur aapko haathi meney nahi, chacha ney kaha tha ![]()
Re: …Badshah Salamat/Shikra… [Merged]
Ghalib sahab acha hua aap khud hi mehal main tashreef lay aaye
ek aadh ghazal hi jae to kya baat hogi:shikra:
Re: …Badshah Salamat/Shikra… [Merged]
badshah toi 100 shadyan kerte hein abhi apki 99 buchi hoi he kisi se bhi kerte rahei njab tak dil khush na ho ![]()
email shikoo… wht u eman me mail me tumhe apne apko post kerne ki keh rahi hon
khauf khao mrs shikii jaan nikal denge