**Bachna ay haseeno…
lo maiN aagia…
husna ka dushman husan ka qatil
mere har ada hai yara sub se juda… **
![]()
**Bachna ay haseeno…
lo maiN aagia…
husna ka dushman husan ka qatil
mere har ada hai yara sub se juda… **
![]()
Re: Bachnaaaaaaaaa…
kissi rikshay kay peechay parha hAy yeh shair:hmmm:
Re: Bachnaaaaaaaaa…
apni in nazuk adaoN ko sambhaalain… kaheen koi ‘sokan bhabhi’ na jaan ko German hojain :s
![]()
Re: Bachnaaaaaaaaa…
ahan …:aq:…
whats up :halo:
Re: Bachnaaaaaaaaa…
zaroori nahi k rikshay pe likha howa shair/song ghair meyari he ho… aur waise bhe ye bouhat famous song hai… ![]()
**LOL Dabba…
yeah kuch hona “insani kayfeyat” hai… unhaiN kuch nahi hota… **
ellllooooow …
:k:
Re: Bachnaaaaaaaaa…
wink wink
Re: Bachnaaaaaaaaa…
main nay koon sa kaha kay rikshon kay peechay wazeefay likhay hootay hain ![]()
Re: Bachnaaaaaaaaa.....
...**
yeah kuch hona "insani kayfeyat" hai.... unhaiN kuch nahi hota.... ** ...
OMG ... aap to gayay aaj ...
ghar kay tamaam bailan, bartan, jootay, danday, jharoo and har wo hathiyaar jo UNN ki pohanch say nazdeek ho, wo forunn say paishtar chupa dain...
Q K main aap kay kuch achay aaasaar nai daikh raha aanay waalay lamhaat main ;-)
ahem...
Re: Bachnaaaaaaaaa…
**good good… glad to know…
PS … aap se aik zaroori baat bhe karni hai.. **
acha theek hai… ye batao… “how do you does??” hope doesing well?
lol… ![]()
pehlay tu aisa waisa kuch nahi hota… aur agar Khuda na khowasta hota bhe hai… tu you know “iss uniform per aag, hawa aur paani ka asar nahi hota” ![]()
Re: Bachnaaaaaaaaa…
doesing here doesing there
does here does there
all well…
doesing kis bemari ka dusra naam hay?:konfised:
Re: Bachnaaaaaaaaa…
![]()
**
bemari ka naam nahi… bachpan maiN paRha thaa HE/SHE k ley does use karna hai… tum HE ho na??? :D**
Re: Bachnaaaaaaaaa…
kya baat :aq:..
tell me at msn …
Re: Bachnaaaaaaaaa…
tum ko kia lagta hay:faizy:
Re: Bachnaaaaaaaaa…
![]()
Re: Bachnaaaaaaaaa…
i’m BLOCKED ![]()
**phone pe baat hone k baad he bata sakonga… but itna much i know k you are not “it” … ahoo… **
Re: Bachnaaaaaaaaa…
hellow partner… kaisa hai rey tu… ![]()
Re: Bachnaaaaaaaaa…
goldie bachanay aa gai
Re: Bachnaaaaaaaaa.....
*phone pe baat hone k baad he bata sakonga... but itna much i know k you are not "it" .... ahoo... *
UN say ijazat lay karr phone karna
avain e mujh greeb ko phainti na parwa daina
Re: Bachnaaaaaaaaa…
pehchana main aap ke bachpan ki dost:blush:
Re: Bachnaaaaaaaaa…
kisi ko bachane k chakkar maiN khud na pans jao… ![]()
dont burry… tum hamary khaas halaqa-e-ahbaab maiN aaty ho…
![]()
parooooooooooooooooooooooooo